Dhanyawad Stuti Gaye Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
4.7/5 (30 votes)

Dhanyawad Stuti Gaye Lyrics in Hindi

Dhanyawad Stuti Gaye Lyrics
Dhanyawad Stuti Gaye Lyrics

धन्यवाद स्तुति गाये

(कोरस)
धन्यवाद स्तुति गाये,
हम अपने  प्रभु की स्तुति गाये – 2

अच्छा है भला है
मेरा यीशु अच्छा है
मेरे लिए पर्याप्त है  – 2

धन्यवाद स्तुति गाये,
हम अपने  प्रभु की स्तुति गाये – 2

(1)
यरीहो जैसी बाधाएं हो,
अगुवाई यीशु करेगा – 2
डरेंगे नहीं घबराएंगे नहीं,
स्तुति से हम जय पाएंगे – 2

धन्यवाद स्तुति गाये,
हम अपने प्रभु की स्तुति गाये – 2

(2)
लाल समुन्दर जैसी अजमाईस हो,
यीशु तेरे आगे चलेगा – 2
विश्वास से आगे बढ़ो तुम,
सागर में रास्ते खुलेंगे – 2

धन्यवाद स्तुति गाये,
हम अपने प्रभु की स्तुति गाये – 2

(3)
शरीर प्राण और आत्मा भी,
मुश्किल में पड़ जाये तो – 2
स्तुति गीतों को गाने से,
प्रभु से सामर्थ मिलेगी – 2

धन्यवाद स्तुति गाये,
हम अपने प्रभु की स्तुति गाये – 2

अच्छा है भला है,
मेरा यीशु अच्छा है,
मेरे लिए पर्याप्त है  – 2

धन्यवाद स्तुति गाये,
हम अपने  प्रभु की स्तुति गाये – 2
यीशु की स्तुति गाये
प्रभु की स्तुति गाये

Dhanyawad Stuti Gaye Lyrics in English


Dhanyawad Stuti Gaye

(Chorus)
Dhanyawad Stuti Gaye
Hum Apne Prabhu Ki Stuti Gaye – 2

Acchha Hai Bhala Hai,
Mera Yeshu Acchha Hai,
Mere Liye Paryapt Hai – 2

Dhanyawad Stuti Gaye
Hum Apne Prabhu Ki Stuti Gaye – 2

(1)
Yariho Jaisi Badhayen Ho,
Aguwai Yeshu Karega – 2
Darenge Nahi Ghabrayenge Nahi,
Stuti Se Hum Jay Payenge – 2

Dhanyawad Stuti Gaye
Hum Apne Prabhu Ki Stuti Gaye – 2

(2)
Lal Samundar Jaisi Aajmais Ho,
Yeshu Tere Aage Chalega – 2
Vishwas Se Aage Badho Tum,
Sagar Me Raste Khulenge – 2

Dhanyawad Stuti Gaye
Hum Apne Prabhu Ki Stuti Gaye – 2

(3)
Sharir Pran Aur Aatma Bhi,
Mushkil Me Pad Jaye To – 2
Stuti Geeto Ko Gane Se,
Prabhu Se Samarth Milegi – 2

Dhanyawad Stuti Gaye
Hum Apne Prabhu Ki Stuti Gaye – 2

Acchha Hai Bhala Hai,
Mera Yeshu Acchha Hai,
Mere Liye Paryapt Hai – 2

Dhanyawad Stuti Gaye
Hum Apne Prabhu Ki Stuti Gaye – 2
Yeshu Ki Stuti Gaye
Prabhu Ki Stuti Gaye

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Dhanyawad Stuti Gaye

👇 See More 👇

Humko Mili Hai Shanti Lyrics

Aaradhna Aaradhna Stuti Aaradhna Aaradhna Lyrics

Zindagi Ke Rasta La Tai Ha Sangi Chun Lebe Lyrics

Sada Mai Stuti Karunga Lyrics

Tareef Karne Se Mahima Karne Me Lyrics

Aati Jati Lele Yeshu Naam Lyrics

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai Lyrics

Karta Samarpan Aatma Aur Jeevan Lyrics

Aati Jati Lebe Yeshu Naam Lyrics

Tera Jalal Mujh Pe Chhaya Hai Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Yeshu Ke Peeche Chalna Sacha Anand
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: God’s Sovereign Purpose in the Human Fall
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ki Karuna Har Subah Nayi Hai
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Understanding God’s Divine Sovereignty
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Hamesha Yaad Rakhta Hai Khuda Tujhe
📖 Naya Sandesh Padhein: Vishwas aur Karm Ka Sachcha Arth
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement