Fazal Teri Mujhme Bana Rahe Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
4.9/5 (23 votes)

Fazal Teri Mujhme Bana Rahe Lyrics in Hindi

Fazal Teri Mujhme Bana Rahe Lyrics
Fazal Teri Mujhme Bana Rahe Lyrics

फजल तेरी मुझमें बना रहे

(कोरस)
जन्नत में विराजमान मसीह मेरा,
पवित्र पवित्र तू यीशु मेरा,
स्तुति में विराजमान खुदा मेरा,
भेंट चढ़ाता हूं तुझको खुदा,
फजल तेरी मुझमें बना रहे,
आराधना स्तुति गाऊंगा

जन्नत में विराजमान मसीह मेरा,
पवित्र पवित्र तू यीशु मेरा

(1)
मन चाह तेरी मन तू दे,
शुद्ध और पवित्र जीवन तू दे – 2
जागृत आत्मा मुझमें भर दे,
आनंद तेल में अभिषेक कर दे,
तेरी नजर से दूर ना करना,
सारे गुनाह माफ कर दे

जन्नत में विराजमान मसीह मेरा,
पवित्र पवित्र तू यीशु मेरा

(2)
अभिषेक में तेरी बंधन तोड़ दे,
मौजूदगी तेरी मेरे जीवन में दे – 2
संसार की अभिलाष से दूर तू रख ले,
तेरी पुस्तक में मेरा नाम लिख ले,
तेरी नजरों से दूर ना करना,
सारे गुनाह माफ कर दे

जन्नत में विराजमान मसीह मेरा,
पवित्र पवित्र तू यीशु मेरा,
स्तुति में विराजमान खुदा मेरा,
भेंट चढ़ाता हूं तुझको खुदा,
फजल तेरी मुझमें बना रहे,
आराधना स्तुति गाऊंगा

जन्नत में विराजमान मसीह मेरा,
पवित्र पवित्र तू यीशु मेरा

Kaun Hai Kaun Hai Rajao Ka Raja Lyrics

Jeevan Mileya Mileya Lyrics

Jeevan Ki Khoj Me Nikla Re Lyrics

Aaradhna Stuti Aaradhna Lyrics

Tum Hi Ho Mera Parmeshwar Lyrics

Fazal Teri Mujhme Bana Rahe Lyrics in English

Fazal Teri Mujhme Bana Rahe

(Chorus)
Jannat Me Virajman Masih Mera,
Pavitra Pavitra Tu Yeshu Mera,
Stuti Me Virajman Khuda Mera,
Bhet Chadhaata Hun Tujhko Khuda,
Fazal Teri Mujhme Bana Rahe,
Aaradhna Stuti Gaunga

Jannat Me Virajman Masih Mera,
Pavitra Pavitra Tu Yeshu Mera

(1)
Man Chaah Teri Man Tu De,
Suddh Aur Pavitra Jeevan Tu De – 2
Jagrit Aatma Mujhme Bhar De,
Aanand Tel Me Abhishek Kar De,
Teri Najar Se Dur Na Karna,
Sare Gunah Maaf Kar De

Jannat Me Virajman Masih Mera,
Pavitra Pavitra Tu Yeshu Mera

(2)
Abhishek Me Teri Bandhan Tod De,
Maujudgi Teri Mere Jeevan Me De – 2
Sansar Ki Abhilash Se Dur Tu Rakh Le,
Teri Pustak Me Mera Naam Likh Le,
Teri Najron Se Dur Na Karna,
Sare Gunah Maaf Kar De

Jannat Me Virajman Masih Mera,
Pavitra Pavitra Tu Yeshu Mera,
Stuti Me Virajman Khuda Mera,
Bhet Chadhata Hun Tujhko Khuda,
Fazal Teri Mujhme Bana Rahe,
Aaradhna Stuti Gaunga

Jannat Me Virajman Masih Mera,
Pavitra Pavitra Tu Yeshu Mera

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Fazal Teri Mujh me Bana Rahe
✍️Lyrics: – Rev.Prabin Sipka
🎤Singer: – Swayam Padhi

👇 See More 👇

Aadar Aur Jalwa Mahima Mile Lyrics

Rogo Se Changai Lyrics

Main Tere Aage Aap Chalunga Lyrics

Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho Lyrics

Rajaon Ka Raja Lyrics

👇 Video Song 👇

https://youtu.be/GvPXH66oIo4?si=1txdhZ-C-BrNU9bA

🙌 God Bless You 🙌

Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement