Barsa Teri Kripa Lyrics in Hindi

बरसा तेरी कृपा
(कोरस)
बरसा बरसा तेरी कृपा प्रभु जी,
मेरे जीवन में – 2
कहाँ जाऊं कहाँ ढूँढ़ू तुझे – 2
तू ही बसता हर कण में,
मेरे दिल में आ~ बसो – 2
बरसा बरसा तेरी कृपा प्रभु जी,
मेरे जीवन में – 2
(अंतरा 1)
पवित्र तेरा नाम,
समधुर पावन नाम – 2
मेरा दिल गाए तराना,
प्रभु तू है सबसे महान – 2
(कोरस)
बरसा बरसा तेरी कृपा प्रभु जी,
मेरे जीवन में – 2
(अंतरा 2)
अनुग्रह दे भगवन,
समर्पित ये जीवन – 2
मेरा दिल गाए तराना,
प्रभु तू है सबसे महान – 2
(कोरस)
बरसा बरसा तेरी कृपा प्रभु जी,
मेरे जीवन में – 2
कहाँ जाऊं कहाँ ढूँढ़ू तुझे – 2
तू ही बसता हर कण में,
मेरे दिल में आ~ बसो – 2
बरसा बरसा तेरी कृपा प्रभु जी,
मेरे जीवन में – 2
Barsa Teri Kripa Lyrics in English
Barsa Teri Kripa Lyrics
(Chorus)
Barsa Barsa Teri Kripa Prabhu Ji,
Mere Jeevan Mein – 2
Kahan Jaun Kahan Dhundhu Tujhe – 2
Tu Hi Basta Har Kan Mein,
Mere Dil Mein Aa~ Baso – 2
Barsa Barsa Teri Kripa Prabhu Ji,
Mere Jeevan Mein – 2
(Verse 1)
Pavitra Tera Naam,
Samdhur Pawan Naam – 2
Mera Dil Gaaye Tarana,
Prabhu Tu Hai Sabse Mahan – 2
(Chorus)
Barsa Barsa Teri Kripa Prabhu Ji,
Mere Jeevan Mein – 2
(Verse 2)
Anugrah De Bhagvan,
Samarpit Ye Jeevan – 2
Mera Dil Gaaye Tarana,
Prabhu Tu Hai Sabse Mahan – 2
(Chorus)
Barsa Barsa Teri Kripa Prabhu Ji,
Mere Jeevan Mein – 2
Kahan Jaun Kahan Dhundhu Tujhe – 2
Tu Hi Basta Har Kan Mein,
Mere Dil Mein Aa~ Baso – 2
Barsa Barsa Teri Kripa Prabhu Ji,
Mere Jeevan Mein – 2
💖 Song Credits: 💖
💝Song: – Barsa Teri Kripa
✍️Lyrics: – Sr. Madhuri Xess, MSJ
🎤Singer: – Barkha Baraik
🧾Year: – 29-03-2025
▶️ YouTube: – MX MUSIC CHANNEL
👇 See More Lyrics👇
Karta Samarpan Jeevan Mera lyrics
Teri Aaradhna Karun Masih Song Lyrics
Yeshu Tera Naam Hai Kitna Sundar Lyrics
Aasmani Khushi Se Bhar De Mujhko Lyrics
Bojh Sabke Gunah Ka Uthakar Lyrics
Meri Kashti Mein Mera Khuda Hai Lyrics
Jai Jaikaar Mai Karav Prabhu Yeshu Ke Mahima La Lyrics
👇 Video Song 👇
🙌 God Bless You 🙌
Founder & Editor
Jai Masih Ki ✝ Mera Naam Aalok Kumar Hai. Es Blog Me Mai Aapko Bible Se Related Content Dunga Aur Masih Song Ka Lyrics Bhi Provide Karunga. Thanks For Visiting









