Anmol Vachan Tera Prabhu Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
4.8/5 (79 votes)

Anmol Vachan Tera Prabhu Lyrics in Hindi

Anmol Vachan Tera Prabhu Lyrics
Anmol Vachan Tera Prabhu Lyrics

अनमोल वचन तेरा प्रभु

(कोरस)
अनमोल वचन तेरा प्रभु,
पथ के लिए मेरा दिपक बना,
रोशनी तू है खुदा येशु,
मेरे लिए तू ज्योति बना – 2

(1)
आदि में वचन था, वचन परमेश्वर था,
सामर्थी वचन से तू दुनिया को रचा – 2
महोब्बत हुई तेरे नाम से,
लगन हुई कलाम से – 2

अनमोल वचन तेरा प्रभु,
अनमोल वचन तेरा

(2)
मधुर तेरा वचन सोने चांदी से भी उत्तम,
तेरी व्यवस्था मुझको सच्चाई सिखाता – 2
ध्यान मेरी तेरी कलाम में,
आराधना तेरी चरण में – 2

अनमोल वचन तेरा प्रभु,
पथ के लिए मेरा दिपक बना,
रोशनी तू है खुदा येशु,
मेरे लिए तू ज्योति बना – 2

अनमोल वचन तेरा प्रभु
अनमोल वचन तेरा

Anmol Vachan Tera Prabhu Lyrics in English

Anmol Vachan Tera Prabhu

(Chorus)
Anmol vachan tera prabhu,
Path ke liye mera deepak bana,
Roshani tu hai khuda yeshu,
Mere liye tu jyoti bana – 2

(1)
Aadi me vachan tha, vachan parmeshwar tha,
Shamarthi vachan se tu duniya ko racha – 2
Mahobbat hui tere naam se, lagan hui kalam se – 2

Anmol vachan tera prabhu,
Path ke liye mera deepak bana,
Roshani tu hai khuda yeshu,
Mere liye tu jyoti bana – 2

(2)
Madhur tera vachan sone chandi se bhi uttam,
Teri vyavastha mujhko sacchai sikhata – 2
Dhyan meri Teri Kalam mein,
Aradhna Teri Charan mein – 2

Anmol vachan tera prabhu
Path ke liye mera deepak bana
Roshani tu hai khuda yeshu
Mere liye tu jyoti bana – 2

Anmol vachan tera prabhu
Anmol vachan tera

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: – Anmol Vachan Tera Prabhu
✍️Lyrics: – Prabin Sipka
🎤Singer: – Human Sagar

👇 See More 👇

Teri Stuti Mai Karun Aaradhna Karun Lyrics

Aasma Pe Nazar Aaye Lyrics

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Prabhu Tere Naam Ki Jai Ho Lyrics

Tera Swagat Main Karta Hoon Yeshu Lyrics

Teri Stuti Mai Karun Aaradhna Karun Lyrics

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Prabhu Tere Naam Ki Jai Ho Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Yeshu Masih Se Chhutkara Kaise Payein
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ki Budhhimatta Sacha Jeevan
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Bible Verses About Resurrection Pavitra Vachan
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Anant Jeevan Kaise Paayein
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement