Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (9 votes)

Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai Lyrics in Hindi

Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai Lyrics
Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai Lyrics

आखरी नरसिंगा फूँका जाने वाला है

(कोरस)
आखरी नरसिंगा फूँका जाने वाला है,
तेरा मेरा सबका यीशु आने वाला है – 2
तू कहाँ होगा – 4

(1)
पहले जो मसीह में मुर्दे जी उठेंगें,
बाकी जो हम जिंदा हैं बदल जायेंगें – 2
पल भर में ये देखो सब कुछ होने वाला है -2

आखरी नरसिंगा फूँका जाने वाला है,
तेरा मेरा सबका यीशु आने वाला है – 2
तू कहाँ होगा – 4

(2)
तेरे दिल के सारे गम बढ़ते जाएंगे,
बित गए जो लम्हे तेरे पास न आएंगे – 2
दुनिया में तू तन्हा ही रह जाने वाला है – 2

आखरी नरसिंगा फूँका जाने वाला है,
तेरा मेरा सबका यीशु आने वाला है – 2
तू कहाँ होगा – 4

(3)
तेरी दौलत तेरी शौहरत काम न आएगी,
यह सब चीजें प्यारे तेरे साथ न जाएगी – 2
सब चीजो का खात्मा जल्दी होने वाला है – 2

आखरी नरसिंगा फूँका जाने वाला है,
तेरा मेरा सबका यीशु आने वाला है – 2
तू कहाँ होगा – 4

मैं वहाँ होऊँगा जहाँ यीशु होगा – 4

Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai Lyrics in English

Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai

(Chorus)
Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai,
Tere Mera Sabka Yeshu Aane Wala Hai – 2
Tu Kahan Hoga – 4

(1)
Pahle Jo Masih Me Murde Ji Uthenge,
Baki Jo Hum Jinda Hai Badal Jayenge – 2
Pal Bhar Me Ye Dekho Sab Kuchh Hone Wala Hai – 2

Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai,
Tere Mera Sabka Yeshu Aane Wala Hai – 2
Tu Kahan Hoga – 4

(2)
Tere Dil Ke Sare Gam Badhte Jayenge,
Bit Gaye Jo Lamhe Tere Pass Na Aayenge – 2
Duniya Me Tu Tanha Hi Rah Jane Wala Hai – 2

Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai,
Tere Mera Sabka Yeshu Aane Wala Hai – 2
Tu Kahan Hoga – 4

(3)
Teri Daolat Teri Shaohrat Kaam Na Aayegi,
Yah Sab Chijen Pyare Tere Sath Na Jayegi – 2
Sab Chijon Ka Khatma Jaldi Hone Wala Hai – 2

Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai,
Tere Mera Sabka Yeshu Aane Wala Hai – 2
Tu Kahan Hoga – 4

Main Wahan Hounga Jahan Yeshu Hoga – 4

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: – Aakhri Narsinga Funka Jane Wala Hai

👇 See More 👇

Ho Jay Jaykar Jay Jaykar Karein Lyrics

Bolo Aisa Ki Jivan Mile Kaho aisa Ki Jivan Bahe Lyrics

Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa Lyrics

Tera Jara Sa Hi Chhuna Khuda Lyrics

Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 30 Bible Verses about Dukh Mein Aasha Aur Umeed
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement