Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
4.7/5 (67 votes)

Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa Lyrics in Hindi

Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa Lyrics
Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa Lyrics. masih.life

आ पवित्र आत्मा मेरे दिल मे आ

(कोरस)
आ पवित्र आत्मा मेरे दिल मे आ – 2
मेरे जीवन को तू ही चला – 2
आ पवित्र आत्मा मेरे दिल मे आ – 2

(1)
टूट गया हूँ मै,
जीवन का क्या है भरोसा – 2
धोखे पे धोखा है सारा जहां,
जाऊँ तो जाऊँ कहां – 2

आ पवित्र आत्मा मेरे दिल मे आ – 2
मेरे जीवन को तू ही चला – 2
आ पवित्र आत्मा मेरे दिल मे आ – 2

(2)
थक चुका हूं मैं,
जीवन का तू ही सहारा – 2
जीवन के सफर में तू ही मसीहा,
जाऊँ तो जाऊँ कहाँ – 2

आ पवित्र आत्मा मेरे दिल मे आ – 2
मेरे जीवन को तू ही चला – 2
आ पवित्र आत्मा मेरे दिल मे आ – 2

(3)
प्यासा आया हूँ मैं,
मुझको तू जल पिला – 2
जीवन का सोता है तू ही मसीहा,
जाऊँ तो जाऊँ कहा – 2

आ पवित्र आत्मा मेरे दिल मे आ – 2
मेरे जीवन को तू ही चला – 2
आ पवित्र आत्मा मेरे दिल मे आ – 3

Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa Lyrics in English

Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa

(Chorus)
Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa – 2
Mere Jeevan Ko Yu Hi Chala – 2
Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa – 2

(1)
Toot Gaya Hun Main,
Jeevan Ka Kya Hai Bharosa – 2
Dhokhe Pe Dhokha Hai Sara Jahan
Jaun To Jaun Kahan – 2

Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa – 2
Mere Jeevan Ko Tu Hi Chala – 2
Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa – 2

(2)
Thak Chuka Hun Main,
Jeevan Ka Tu Hi Sahara – 2
Jeevan Ke Safar Mein Tu Hi Masiha
Jaun To Jaun Kaha – 2

Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa – 2
Mere Jeevan Ko Tu Hi Chala – 2
Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa – 2

(3)
Pyasa Aaya Hun Main,
Mujhko Tu Jal Pila – 2
Jeevan Ka Sota Hai Tu Hi Masiha,
Jaun To Jaun Kaha – 2

Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa – 2
Mere Jeevan Ko Tu Hi Chala – 2
Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa – 3

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa

👇 See More 👇

Aasma Pe Nazar Aaye Lyrics

anmol vachan tera prabhu lyrics

Tera Swagat Main Karta Hoon Yeshu Lyrics

Teri Stuti Mai Karun Aaradhna Karun Lyrics

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Prabhu Tere Naam Ki Jai Ho Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ka Suraksha Kavach
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Har Kadam Parmeshwar Shakti Deta Hai
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: The Abundant Life In Christ Jesus
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ka Anand Hum Par
📖 Naya Sandesh Padhein: Main Kis Se Darunga Lyrics
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

2 thoughts on “Aa Pavitra Aatma Mere Dil Me Aa Lyrics”

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement