Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (30 votes)

Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai Lyrics in Hindi

Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai Lyrics
Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai Lyrics

आज का दिन यहोवा ने बनाया है यह गीत भजन संहिता 118:24 से प्रेरित होकर बनाया गया है वचन कहता है

आज वह दिन है जो यहोवा ने बनाया है; हम इसमें मगन और आनंदित हो ।

आज का दिन यहोवा ने बनाया है

(कोरस)
आज का दिन यहोवा ने बनाया है,
हम इसमें आनंदित हो आनंदित हों – 2

(अंतरा 1)
प्रभु को महिमा मिले,
चाहे हो मेरा अपमान – 2
वो बढ़े मैं घढूँ,
रहे उसी का ध्यान – 2

(कोरस)
आज का दिन यहोवा ने बनाया है,
हम इसमें आनंदित हो आनंदित हों – 2

(अंतरा 2)
स्तुति प्रशंसा करें,
क्यों ना कुछ होता रहे – 2
उसको हम भाते रहें,
चाहे जहाँ भी रहें – 2

(कोरस)
आज का दिन यहोवा ने बनाया है,
हम इसमें आनंदित हो आनंदित हों – 2

(अंतरा 3)
आता हूँ तेरे पास,
मुझको है तुझसे आस – 2
मुझको कबूल कर ले,
मेरे पापों से शुद्ध कर दे – 2

(कोरस)
आज का दिन यहोवा ने बनाया है,
हम इसमें आनंदित हो आनंदित हों – 4

Tera Pyar Hai Mahan Lyrics

Mahima Mahima Ho Teri Lyrics

Senao Ka Yahova Hamare Sang Sang Hai Lyrics

Jo Krus Pe Kurbaan Hai Lyrics

Teri Stuti Mai Karu Aaradhna Karu Lyrics

Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai Lyrics in English


Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai Lyrics

(Chorus)
Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai,
Hum Isme Aanandit Ho Aanandit Ho – 2

(Verse 1)
Prabhu Ko Mahima Mile,
Chahe Ho Mera Apman – 2
Wo Badhe Main Ghatun,
Rahe Usi Ka Dhyan – 2

(Chorus)
Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai,
Hum Isme Aanandit Ho Aanandit Ho – 2

(Verse 2)
Stuti Prashansa Karein,
Kyon Na Kuchh Hota Rahe – 2
Usko Hum Bhate Rahein,
Chahe Jahan Bhi Rahein – 2

(Chorus)
Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai,
Hum Isme Aanandit Ho Aanandit Ho – 2

(Verse 3)
Aata Hun Tere Pass,
Mujhko Hai Tujhse Aash – 2
Mujhko Kabul Kar Le,
Mere Papon Se Shuddh Kar De – 2

(Chorus)
Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai,
Hum Isme Aanandit Ho Aanandit Ho – 4

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai

👇 See More 👇

Yeshu Naam Mila Lyrics

Japta Rahun Tera Naam Rajao Ke Raja Lyrics

Khuda Ki Mohabbat Se Mamur Hokar Lyrics

Tum Duniya Ke Noor Ho Lyrics

Vishwash Parkha Jayega Aanand Samjho Lyrics

Main Tere Aage Aap Chalunga Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

यहोवा का धन्यवाद करो, क्योंकि वह भला है; और उसकी करुणा सदा बनी रहेगी!

भजन संहिता 118:29

📖 Naya Aatmik Sandesh Padhein: Resting in the Shadow of the Almighty
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement