Rajadhi Raja Mahima Ke Saath Lyrics

5/5 - (13 votes)

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath Lyrics in Hindi

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath Lyrics
Rajadhi Raja Mahima Ke Saath Lyrics

राजाधि राजा महिमा के साथ

(कोरस)
राजाधि राजा महिमा के साथ,
बादलों पर जल्द आने वाला हैं – 2

(1)
मुसीबत निंदा दुःख और तंगी सब,
खतम होने का समय आ गया – 2
खतम होने का समय आ गया

राजाधि राजा महिमा के साथ,
बादलों पर जल्द आने वाला हैं – 2

(2)
प्यारे प्रभु का सुंदर चहेरा,
जलाल के साथ हम देखने वाले हैं – 2
जलाल के साथ हम देखने वाले हैं

राजाधि राजा महिमा के साथ,
बादलों पर जल्द आने वाला हैं – 2

(3)
दुःख हटा के हरदम रहने,
जगह बनाने ओ चला गया था – 2
जगह बनाने ओ चला गया था

राजाधि राजा महिमा के साथ,
बादलों पर जल्द आने वाला हैं – 2

(4)
जब हम सुनेंगे तुरही की आवाज़,
उसी के समान बदल जायेंगे हम – 2
उसी के समान बदल जायेंगे हम

राजाधि राजा महिमा के साथ,
बादलों पर जल्द आने वाला हैं – 2

(5)
सब दुखों से परे अनंत वास में,
ले जाने के लिए ओ आ रहा हैं – 2
ले जाने के लिए ओ आ रहा हैं

राजाधि राजा महिमा के साथ,
बादलों पर जल्द आने वाला हैं – 2

See also  Zinda Hua Hai Yeshu Lyrics

(6)
अपने प्रभु के साथ करने सदा का वास,
हम जाने वाले हैं तैयार रहे हरपल – 2
हम जाने वाले हैं तैयार रहे हरपल

राजाधि राजा महिमा के साथ,
बादलों पर जल्द आने वाला हैं – 2

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath Lyrics in English

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath

(Chorus)
Rajadhi Raja Mahima Ke Saath,
Badalo Par Jald Aane Wala Hai – 2

(1)
Musibat Ninda Dukh Aur Tanggi Sab,
Khatam Hone Ka Samay Aa Gaya – 2
Khatam Hone Ka Samay Aa Gaya

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath,
Badalo Par Jald Aane Wala Hai – 2

(2)
Pyare Prabhu Ka Sundar Chehra,
Jalal Ke Saath Hum Dekhne Wale Hai – 2
Jalal Ke Saath Hum Dekhne Wale Hai

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath,
Badalo Par Jald Aane Wala Hai – 2

(3)
Dukh Hata Ke Hardam Rehne,
Jagah Banane Wo Chala Gaya Tha – 2
Jagah Banane Wo Chala Gaya Tha

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath,
Badalo Par Jald Aane Wala Hai – 2

(4)
Jab Hum Sunenge Turhi Ki Aawaz,
Usi Ke Saman Badal Jayenge Hum – 2
Usi Ke Saman Badal Jayenge Hum

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath,
Badalo Par Jald Aane Wala Hai – 2

(5)
Sab Dukho Se Pare Anant Wash Mein,
Le Jane Ke liye Wo Aa Raha Hai – 2
Le Jane Ke liye Wo Aa Raha Hai

See also  Aaye Hai Hum Tere Charno Me Lyrics

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath,
Badalo Par Jald Aane Wala Hai – 2

(6)
Apne Prabhu Ke Saath Karne Sada Ka Wash,
Hum Jane Wale Hai Taiyar Rahe Har Pal – 2
Hum Jane Wale Hai Taiyar Rahe Har Pal

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath,
Badalo Par Jald Aane Wala Hai – 2

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: Rajadhi Raja Mahima Ke Saath
✍️Lyrics: – Ps. Willson George
🎤Singer: – Ps. Willson George

👇 See More Lyrics 👇

Naya Naya Jeevan Mera Lyrics

Yeshu Teri Daya Se Lyrics

Yeshu Bula Raha Lyrics

Mere Khuda Mujhe Khushiyon Ke Darmiyan Rakhna Lyrics

Mera Yahowa Mere Sang Hai Lyrics

Rab Ki Hove Sanna Lyrics

Aawaz Aasman Pe Gunj Rahi Hai Ye Lyrics

Yeshu Tera Naam Sabse Uncha Hai Lyrics

Main Samarpan Karta Hun Lyrics

Swagat Pavitra Aatma Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ki Agyakaarita Sacha Jeevan Ka Rahasya
Rajadhi Raja Mahima Ke Saath Lyrics
Jesus Calling, Teen Cover, with Scripture References: Enjoy Peace in His Presence (A 365-Day Devotional for Teens)

Check Price

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

×
Daily Bible Verse

Subscribe for Newsletter

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.