Rab Ki Hove Sanna Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
4.9/5 (27 votes)

Rab Ki Hove Sanna Lyrics in Hindi

Rab Ki Hove Sanna Lyrics
Rab Ki Hove Sanna Lyrics

रब्ब की होवे सन्ना

(कोरस)
रब्ब की होवे सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना – 2

(1)
रब की होवे मदह सराई – 2
उसके नाम की सन्ना,
उसके नाम की सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

रब्ब की होवे सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

(2)
रब्ब के घर में होवे सिताइश – 2
उसकी हम्द ओ सन्ना,
उसकी हम्द ओ सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

रब्ब की होवे सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

(3)
जय के जोर से फूंको नरसिंगे – 2
बरबत बीन बजा,
बरबत बीन बजा हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

रब्ब की होवे सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

(4)
तारदार साजों पर रागनी छेड़ो – 2
डफ और तबला बजा,
डफ और तबला बजा हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

रब्ब की होवे सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

(5)
बांसुरी पर सुना सुरें सुरीली – 2
झन झन झांझ बजा,
झन झन झांझ बजा हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

रब्ब की होवे सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

(6)
कामों में है वो कैसा कादिर – 2
उसकी कुदरत बता,
उसकी कुदरत बता हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

रब्ब की होवे सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

(7)
सारे मिलकर ताली बजाओ – 2
गाओ रब्ब की सन्ना,
गाओ रब्ब की सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना

रब्ब की होवे सन्ना हमेशा,
रब्ब की होवे सन्ना – 2

Rab Ki Hove Sanna Lyrics in English

Rab Ki Hove Sanna

(Chorus)
Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna – 2

(1)
Rab Ki Hove Madah Sarai – 2
Uske Naam Ki Sanna,
Uske Naam Ki Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

(2)
Rab Ke Ghar Mein Howe Sitaish – 2
Uski Humd O Sanna,
Uski Humd O Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

(3)
Jai Ke Jor Se Phunko Narsinge – 2
Barbat Been Baja,
Barbat Been Baja Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

(4)
Tar Dar Sazon Par Raagni Chhedo – 2
Daf Aur Tabla Baja,
Daf Aur Tabla Baja Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

(5)
Bansuri Par Suna Sure Surili,
Jhan Jhan Jhanjh Baja,
Jhan Jhan Jhanjh Baja Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

(6)
Kaamo Mein Hai Wo Kaisa Kadir – 2
Uski Kudrat Bata,
Uski Kudrat Bata Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

(7)
Sare Milkar Tali Bajao – 2
Gao Rab Ki Sana,
Gao Rab Ki Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna

Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna – 2

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: – Rab Ki Hove Sanna Humesha
✍️Lyrics: –
🎤Singer: –

👇 See More Lyrics 👇

Aawaz Aasman Pe Gunj Rahi Hai Ye Lyrics

Yeshu Tera Naam Sabse Uncha Hai Lyrics

Main Samarpan Karta Hun Lyrics

Swagat Pavitra Aatma Lyrics

Leke Tera Naam Yeshu Tera Naam Lyrics

Ab Yeshu Ke Paas Jane Do Lyrics

Barish Ban Kar Aa Lyrics

Mere Dil Tu Na Hona Nirash Lyrics

Yeh Mat Kaho Khuda Se Lyrics

Mera Yeshu Masih Hai Khuda Lyrics

👇 Music Video 👇

YouTube player
This video is (Study Purpose Only)

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Mushkil Samay Mein Khuda Hamari Panaah
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Surrendering Your Heavy Burdens To Jesus
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: The Significance of Baptism
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Masihi Chela Banne Ka Matlab
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

1 thought on “Rab Ki Hove Sanna Lyrics”

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement