Phir Se Wo Aag Barsa De Lyrics

5/5 - (3 votes)

Phir Se Wo Aag Barsa De Lyrics in Hindi

Phir Se Wo Aag Barsa De Lyrics
Phir Se Wo Aag Barsa De Lyrics

फिर से वो आग बरसा दे

(कोरस)
फिर से वो आग बरसा दे,
फिर से तूफान आने दे,
तेरी महिमा से तेरी सामर्थ से,
फिर से तू अभिषेक कर दे – 2

आ पवित्र आत्मा,
आ पवित्र आत्मा,
आ पवित्र आत्मा – 2

(1)
बहने उस हवा को,
छू ले हर एक दिल को,
तेरा दर्शन हमे मिले,
करते है प्रार्थना तुझ से – 2

तेरी महिमा से तेरी सामर्थ से,
फिर से तू अभिषेक कर दे – 2

आ पवित्र आत्मा,
आ पवित्र आत्मा,
आ पवित्र आत्मा – 2

(2)
तू बदल दे मेरे मन को,
दे आशीष इस जीवन को,
तेरी करुणा हम पर बरसे,
अपने मार्ग पे चला हमको – 2

तेरी महिमा से तेरी सामर्थ से,
फिर से तू अभिषेक कर दे – 2

आ पवित्र आत्मा,
आ पवित्र आत्मा,
आ पवित्र आत्मा – 2

Phir Se Wo Aag Barsa De Lyrics in English


Phir Se Wo Aag Barsa De Lyrics

(Chorus)
Phir Se Wo Aag Barsa De,
Phir Se Tufan Aane De,
Teri Mahima Se Teri Shamrth Se,
Phir Se Tu Abhishek Kar De – 2

Aa Pavitra Aatma,
Aa Pavitra Aatma,
Aa Pavitra Aatma – 2

(1)
Behne De Us Hawa Ko,
Chhoo Le Har Ek Dil Ko,
Tera Darshan Hame Mile,
Karte Hai Prarthna Tujh Se – 2

Teri Mahima Se Teri Shamrth Se,
Phir Se Tu Abhishek Kar De – 2

Aa Pavitra Aatma,
Aa Pavitra Aatma,
Aa Pavitra Aatma – 2

(2)
Tu Badal De Mere Man Ko,
De Aashish Is Jeevan Ko,
Teri Karuna Ham Pe Barse,
Apne Marg Pe Chala Hamko – 2

Teri Mahima Se Teri Shamrth Se,
Phir Se Tu Abhishek Kar De – 2

Aa Pavitra Aatma,
Aa Pavitra Aatma,
Aa Pavitra Aatma – 2

💖 Song Credits: 💖

💝Song: Phir Se Wo Aag Barsa De
🎤Singer: – Pragati Vaish
ORIGINAL CREDIT: – SINGER -SIR. VIJAY BENEDICT.
COMPOSER/LYRICS: – PS. SAMSON ADSULE

👇 See More 👇

Dhanyawad Prabhu Is Din Ke Liye Lyrics

Aanand Aanand Aanand Hai Lyrics

Dhanyawad Ke Saath Lyrics

Yogya Keval Tu Lyrics

Meri Zindagi Me Aake Lyrics

Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai Lyrics

Rahon Mein Kante Agar Ho Lyrics

One And Only Yeshu Naam Lyrics

Jesus Loves Me Lyrics

Jesus Love Me Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Apraadh aur Sharam Par Vijay Kaise Payein
✨ Song Fact / Meaning: Yeh geet Pavitra Aatma ki “aag” aur “hawa” ke liye prarthana hai, jo Pentacost par shakti aur abhishek ke saath aayi thi (Acts 2:2-4). Yeh badlav aur Parmeshwar ki mahima ki punarsthapna ki gehri iccha darshata hai.
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.