Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (5 votes)

Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai Lyrics in Hindi

Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai Lyrics MasihLife
Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai Lyrics

मेरे जीवन का मकसद तू है

(कोरस)
मेरे जीवन का मकसद तू है,
मेरे जीने का कारण तू है,
मैं जियूँ या मरूँ,
वो तेरे लिए है,
तू मेरा प्रभु – 2

(1)
पिछला सब कुछ भूल कर,
मैं आगे दौड़ा चलूँ,
जो मेरे लिए धन था,
उसको मैं त्याग दूँ – 2

की मैं पाऊँ उससे पुरुस्कार,
दौड़ा मैं जाऊँ – 2
मैं जियूँ या मरूँ,
वो तेरे लिए है,
तू मेरा प्रभु

मेरे जीवन का मकसद तू है,
मेरे जीने का कारण तू है,
मैं जियूँ या मरूँ,
वो तेरे लिए है,
तू मेरा प्रभु

(2)
मुझ पर हुई है कृपा,
बेकार ना जाने दूँ,
जिसने मुझे है चुना,
उसकी ओर मैं बढ़ूँ – 2

देखूँ तेरी सलीब पर,
खींचा मैं जाऊँ – 2
मैं जियूँ या मरूँ,
वो तेरे लिए है,
तू मेरा प्रभु

मेरे जीवन का मकसद तू है,
मेरे जीने का कारण तू है,
मैं जियूँ या मरूँ,
वो तेरे लिए है,
तू मेरा प्रभु – 2
तू मेरा प्रभु – 2

Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai Lyrics in English

Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai

(Chorus)
Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai,
Mere Jeene Ka Karan Tu Hai,
Main Jiyun Ya Marun,
Wo Tere Liye Hai,
Tu Mera Prabhu – 2

(1)
Pichhla Sab Bhool Kar,
Main Aage Dauda Chalun,
Jo Mere Liye Dhan Tha,
Usko Main Tyag Doon – 2

Ki Main Paun Usse Puruskar,
Dauda Main Jaun – 2
Main Jiyun Ya Marun,
Wo Tere Liye Hai,
Tu Mera Prabhu

Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai,
Mere Jeene Ka Karan Tu Hai,
Main Jiyun Ya Marun,
Wo Tere Liye Hai,
Tu Mera Prabhu – 2

(2)
Mujh Par Hui Hai Kripa,
Bekaar Na Jane Doon,
Jisne Mujhe Hai Chuna,
Uski Or Main Badhun – 2

Dekhun Teri Saleeb Par,
Khincha Main Jaun – 2
Main Jiyun Ya Marun,
Wo Tere Liye Hai,
Tu Mera Prabhu

Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai,
Mere Jeene Ka Karan Tu Hai,
Main Jiyun Ya Marun,
Wo Tere Liye Hai,
Tu Mera Prabhu – 2
Tu Mera Prabhu – 2

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai
🎤Singer: – Rajveer Singh
🎶Music Label: – Shiva Music Bhakti Sagar

👇 See More 👇

Rahon Mein Kante Agar Ho Lyrics

One And Only Yeshu Naam Lyrics

Jesus Loves Me Lyrics

Jesus Love Me Lyrics

Rajao Ka Raja Hai Yeshu Mera Lyrics

Happy Birthday Jesus Song Lyrics

I Speak Jesus Lyrics

Khul Jayengi Kitabe Lyrics

Ashcharya Tere Jag Mein Itne Lyrics

Tere Paap Dhul Sakenge Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 20 Bible Verses about Shama aur Maafi
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 30 Bible Verses about Envy aur Jalan par Vijay
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement