Rahon Mein Kante Agar Ho Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (9 votes)

Rahon Mein Kante Agar Ho Lyrics in Lyrics

Rahon Mein Kante Agar Ho Lyrics MasihLife
Rahon Mein Kante Agar Ho Lyrics

राहों में कांटे अगर हो

(कोरस)
राहों में कांटे अगर हो,
रुकना नहीं चलते जाना,
यीशु तेरे साथ है,
ये तू विश्वास करना,
संसार के अंत तक,
वो तेरे साथ है – 2

(1)
आंधी आने दो,
या आने दो तूफान – 2
वो नैया क्या डूबेगी,
जिस में है यीशु महान

राहों में कांटे अगर हो,
रुकना नहीं चलते जाना,
यीशु तेरे साथ है,
ये तू विश्वास करना,
संसार के अंत तक,
वो तेरे साथ है

(2)
दुःख से भरी है जिंदगी,
मुशीबत भरे रास्ते है – 2
दुःख दूर हो जायेंगे तेरे,
अगर तु यीशु के साथ है

राहों में कांटे अगर हो,
रुकना नहीं चलते जाना,
यीशु तेरे साथ है,
ये तू विश्वास करना,
संसार के अंत तक,
वो तेरे साथ है

(3)
अगर मौत का दर सताये तुझे,
सलीब पर तू गौर कर – 2
यीशु ने मौत को जीत लिया है,
उस पर तू विश्वास कर

राहों में कांटे अगर हो,
रुकना नहीं चलते जाना,
यीशु तेरे साथ है,
ये तू विश्वास करना,
संसार के अंत तक,
वो तेरे साथ है – 2

Rahon Mein Kante Agar Ho Lyrics in English

Rahon Mein Kante Agar Ho

(Chorus)
Rahon Mein Kante Agar Ho,
Rukna Nahi Chalte Jana,
Yeshu Tere Saath Hai,
Ye Tu Vishwas Karna,
Sansaar Ke Ant Tak,
Wo Tere Saath Hai – 2

(1)
Aandhi Aane Do,
Ya Aane Do Tufan – 2
Wo Naiya Kya Dubegi,
Jis Mein Hai Yeshu Mahan

Rahon Mein Kante Agar Ho,
Rukna Nahi Chalte Jana,
Yeshu Tere Saath Hai,
Ye Tu Vishwas Karna,
Sansaar Ke Ant Tak,
Wo Tere Saath Hai

(2)
Dukh Se Bhari Hai Zindagi,
Mushibat Bhare Raste Hai – 2
Dukh Dur Ho Jayenge Tere,
Agar Tu Yeshu Ke Saath Hai

Rahon Mein Kante Agar Ho,
Rukna Nahi Chalte Jana,
Yeshu Tere Saath Hai,
Ye Tu Vishwas Karna,
Sansaar Ke Ant Tak,
Wo Tere Saath Hai

(3)
Agar Maut Ka Dar Sataye Tujhe,
Saleeb Par Tu Gaur Kar – 2
Yeshu Ne Maut Ko Jeet Liya Hai,
Us Par Tu Vishwas Kar

Rahon Mein Kante Agar Ho,
Rukna Nahi Chalte Jana,
Yeshu Tere Saath Hai,
Ye Tu Vishwas Karna,
Sansaar Ke Ant Tak,
Wo Tere Saath Hai – 2

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Rahon Mein Kante Agar Ho
✍️Song Written & Composed By: – Pr Anthony Raj
Album: – Pyaar Ka Sagar

👇 See More 👇

One And Only Yeshu Naam Lyrics

Jesus Loves Me Lyrics

Jesus Love Me Lyrics

Rajao Ka Raja Hai Yeshu Mera Lyrics

Happy Birthday Jesus Song Lyrics

I Speak Jesus Lyrics

Khul Jayengi Kitabe Lyrics

Ashcharya Tere Jag Mein Itne Lyrics

Tere Paap Dhul Sakenge Lyrics

Hey Mere Khuda Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Steps Ordered By The Lord
✨ Song Fact / Meaning: इस गीत का मुख्य संदेश मत्ती 28:20 से गूंजता है: “और देखो, मैं जगत के अन्त तक सदा तुम्हारे साथ हूँ।” यह यीशु का अपने अनुयायियों के लिए निरंतर उपस्थिति और अटूट समर्थन का एक शक्तिशाली वादा है।
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Khuda Ke Hathon Mein Ankit Tum
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ka Atuut Prem Aur Anugraha
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Khamoshi Mein Khuda Ki Meethi Awaz
📖 Naya Sandesh Padhein: Sachi Buddhi Ka Chehre Par Pratibimb
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement