Yeshu Meri Aasha Hai Lyrics

5/5 - (10 votes)

Yeshu Meri Aasha Hai Lyrics In Hindi

Yeshu Meri Aasha Hai Lyrics
Yeshu Meri Aasha Hai Lyrics

येशु मेरी आशा हैं

(कोरस)
येशु मेरी आशा हैं,
शालोम का गुलाब हैं – 2
ओ मेरा प्रिय हैं – 4

येशु मेरी आशा हैं,
शालोम का गुलाब हैं – 2
ओ मेरा प्रिय हैं – 4

(1)
आएगा ओ बादलों पर,
ले जायेगा ज़रूर – 2
दुखियों के दुनियां में,
एक दिन ओ आयेगा – 2
ओ मेरा प्रिय हैं – 4

येशु मेरी आशा हैं,
शालोम का गुलाब हैं – 2

(2)
देखेंगे हम खुशियों के दुनियां,
दिल में नए गुल खिलेंगे – 2
खुशियों के दुनियां में,
एक दिन ओ ले जायेगा – 2
ओ मेरा प्रिय हैं – 4

येशु मेरी आशा हैं,
शालोम का गुलाब हैं – 2

(3)
जायेंगे हम येशु के संग,
एक दिन जगत छोड़कर – 2
रहना नहीं हमको यहाँ,
हमें लेने ओ आयेगा – 2
ओ मेरा प्रिय हैं – 4

येशु मेरी आशा हैं,
शालोम का गुलाब हैं – 4

Yeshu Meri Aasha Hai Lyrics In English

Yeshu Meri Aasha Hai

(Chorus)
Yeshu Meri Aasha Hai,
Shalom Ka Ghulab Hai – 2
Wo Mera Priy Hai – 4

Yeshu Meri Aasha Hai,
Shalom Ka Ghulab Hai – 2

(1)
Aayega Wo Badalo Par,
Le Jayega Zarur – 2
Dukhiyon Ke Duniya Me,
Ek Din Wo Aayega – 2
Wo Mera Priy Hai – 4

See also  Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha Lyrics

Yeshu Meri Aasha Hai,
Shalom Ka Ghulab Hai – 2

(2)
Dekhenge Ham Khushiyon Ke Duniyan,
Dil Me Naye Gul Khilenge – 2
Le Jayega Khushiyon Ke Duniyan Me,
Ek Din Wo Le Jayega – 2
Wo Mera Priy Hai – 4

Yeshu Meri Aasha Hai,
Shalom Ka Ghulab Hai – 2

(3)
Jayenge Hum Yeshu Ke Sang,
Ek Din Jagat Chhod Kar – 2
Rehna Nahin Hamko Yahan,
Hame Lene Wo Aayega – 2
Wo Mera Priy Hai – 4

Yeshu Meri Aasha Hai,
Shalom Ka Ghulab Hai – 2

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: Yeshu Meri Aasha Hai

👇 See More 👇

Tere Bande Tujhe Chhuna Chahte Hai Lyrics

Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha Lyrics

Aaradhna Prabhu Aaradhna Lyrics

Senao Ka Yahova Hamare Sang Sang Hai Lyrics

Anadikaal Se Anantkaal Tak He Yahova Tu Dhany Hai Lyrics

Unchi Udaan Bharoge Lyrics

Meri Aawaz Me Tum Ho Lyrics

Tera Naam Hai Sabse Bada Lyrics

Aati Jati Lele Yeshu Naam Lyrics

Shor Duniya Me Ye Ho Gaya Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.