Meri Aawaz Me Tum Ho Lyrics

5/5 - (13 votes)

Meri Aawaz Me Tum Ho Lyrics in Hindi

Meri Aawaz Me Tum Ho Lyrics
Meri Aawaz Me Tum Ho Lyrics

मेरी आवाज़ में तुम हो

(कोरस)
मेरी आवाज़ में तुम हो,
मेरी आराधना में हो,
जब जब मैं पुकारू तुम्हे,
मेरी सांसों में यीशु तुम हो – 2
~हो~आ~आ~ आ यीशु आ,
~ओ~आ~आ~ आ यीशु आ

(1)
तुम बिन जीवन यहां,
सुना है हर पल यहां – 2
तुझको निगाहें मेरी – 2
ढूंढे यहां वहां

मेरी आवाज़ में तुम हो,
मेरी आराधना में हो,
जब जब मैं पुकारू तुम्हे,
मेरी सांसों में यीशु तुम हो – 2
~हो~आ~आ~ आ यीशु आ,
~ओ~आ~आ~ आ यीशु आ

(2)
तुम ने दिया है हमें,
पुनर जीवन अपना – 2
पाप मिटादी मेरे – 2
क्या क्या ना तुम ने सहा

मेरी आवाज़ में तुम हो,
मेरी आराधना में हो,
जब जब मैं पुकारू तुम्हे,
मेरी सांसों में यीशु तुम हो – 2
~हो~आ~आ~ आ यीशु आ,
~हो~आ~आ~ आ यीशु आ,
~ओ~आ~आ~ आ यीशु आ

Meri Aawaz Me Tum Ho Lyrics in English

Meri Aawaz Me Tum Ho

(Chorus)
Meri Aawaz Me Tum Ho,
Meri Aaradhna Me Ho,
Jab Jab Mai Pukaru Tumhe,
Meri Sanso Me Yeshu Tum Ho – 2
~Ho~Aa~Aa~ Aa Yeshu Aa,
~O~Aa~Aa~ Aa Yeshu Aa

(1)
Tum Been Jeevan Yahan,
Suna Hai Har Pal Yahan – 2
Tujhko Nigahen Meri – 2
Dhundhe Yahan Wahan

Meri Aawaz Me Tum Ho,
Meri Aaradhna Me Ho,
Jab Jab Mai Pukaru Tumhe,
Meri Sanso Me Yeshu Tum Ho
~Ho~Aa~Aa~ Aa Yeshu Aa,
~O~Aa~Aa~ Aa Yeshu Aa

(2)
Tum Ne Diya Hai Hume,
Punar Jeevan Apna – 2
Paap Mita Di Mere – 2
Kya Kya Na Tum Ne Saha

Meri Aawaz Me Tum Ho,
Meri Aaradhna Me Ho,
Jab Jab Mai Pukaru Tumhe,
Meri Sanso Me Yeshu Tum Ho
~Ho~Aa~Aa~ Aa Yeshu Aa,
~Ho~Aa~Aa~ Aa Yeshu Aa,
~O~Aa~Aa~ Aa Yeshu Aa

💖 Song Credits: 💖

💝Song: Meri Aawaz Me Tum Ho
🎤Singer: – Ravi Paul

👇 See More 👇

Aaja Tu Yeshu Mere Jeevan Me Lyrics

Karte Hai Teri Hum Stuti Lyrics

Mahima Mahima Ho Teri Lyrics

Aye Masih Tere Bina Zindagi Me Lyrics

Sambhal Prabhu Ji Jeevan Ke Har Pal Me Lyrics

Param Pita Ki Hum Stuti Gaye Lyrics

Aake Dekho Sare Logo Lyrics

Aaye Hai Hum Tere Charno Me Lyrics

Dhanyawad Stuti Gaye Lyrics

Humko Mili Hai Shanti Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: God’s Unfailing Promises Trusting His Word
✨ Song Fact / Meaning: Yeh geet Acts 17:28 ki yaad dilata hai ki humari har saans Khuda ki den hai. Yeh batata hai ki Yeshu ne apna balidan dekar humein “punar jeevan” (naya jeevan) diya hai, aur ab Woh hamari har pukar aur aradhna mein hamare saath rehte hain.
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Masih Ke Prem Mein Shanti Payein
Amazon Product
Recommended Product

Check Latest Price

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.