Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (27 votes)

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji Lyrics in Hindi

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji Lyrics

तेरी महिमा गाने को प्रभु जी

(कोरस)
तेरी महिमा गाने को प्रभु जी,
जब से साज उठाया है – 2
सारे स्वरों में नाम तेरा – 2
निखर निखर आया है – 2

(1)
रचनाकार जीवन के तुम, उसकी हो परिभाषा – 2
अलौकिक सा ये जीवन मेरा – 2
तेरा है अभिलाषा – 2

तेरी महिमा गाने को प्रभु जी,
जब से साज उठाया है – 2
सारे स्वरों में नाम तेरा – 2
निखर निखर आया है – 2

(2)
मेरा ये जीवन अर्पण तुझको, मित्र तू मुझको बनाया है – 2
रात कयामत या दिन का उज्याला – 2
आँखों में तुझको बसाया है – 2

तेरी महिमा गाने को प्रभु जी,
जब से साज उठाया है – 2
सारे स्वरों में नाम तेरा – 2
निखर निखर आया है – 4

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji Lyrics in Hindi-English

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji

(Chorus)
Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji,
Jab Se Saaj Uthaya Hai – 2
Sare Swaron mein Naam Tera – 2
Nikhar Nikhar Aaya Hai – 2

(1)
Rachnakar Jeevan Ke Tum, Uski Ho Paribhasha – 2
Aloukik Sa Ye Jeevan Mera – 2
Tera Hai Abhilasha – 2

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji,
Jab Se Saaj Uthaya Hai – 2
Sare Swaron mein Naam Tera – 2
Nikhar Nikhar Aaya Hai – 2

(2)
Mera Ye Jeevan Arpan Tujhko, Mitra Tu Mujhko Banaya Hai – 2
Raat Qyamat Ya Din Ka Ujyala – 2
Aankho Mein Tujhko Basaya Hai – 2

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji,
Jab Se Saaj Uthaya Hai – 2
Sare Swaron mein Naam Tera – 2
Nikhar Nikhar Aaya Hai – 4

👇 See More 👇

Wo Sath Hai Wo Sath Hai Sath Hai Mera Khuda Lyrics

Sab Namo Me Uncha Hai Yeshu Naam Lyrics

Aasman Har Pal Karta Tarif Teri Lyrics

Aye Khuda Tere Aur Kareeb Lyrics

Aaradhna Ke Yogy Tu Hai Lyrics

Aaradhna Stuti Ho Yeshu Ji Teri Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Hum Parmeshwar Ke Adbhut Rachna Hain
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Antim Samay Mein Vishwas Ki Pariksha
📖 Naya Sandesh Padhein: Unlocking God’s Power Through Prayer
📖 Naya Sandesh Padhein: Suraj Uday Se Suraj Ast Tak Stuti
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement