Rajaon Ka Raja Lyrics

5/5 - (4 votes)

Rajaon Ka Raja Lyrics in Hindi

Rajaon Ka Raja Lyrics
Rajaon Ka Raja Lyrics

राजाओ का राजा

यीशु की खुदाई से,
महरूम ना होना,
तुम उसके दिल में रहना,
कभी दूर ना होना

(कोरस)
यीशु की खुदाई से,
महरूम ना होना,
तुम उसके दिल में रहना,
कभी दूर ना होना – 2

राजाओ का राजा,
तेरा मसीहा मेरा मसीहा – 2

यीशु की खुदाई से,
महरूम ना होना,
तुम उसके दिल में रहना,
कभी दूर ना होना

(1)
शून्य है खुदको बनाया,
देखो मसीहा है दुनिया में आया – 2

जीवन का मार्ग वही है,
वचनों ने हम को बताया – 2

खुद को कर के समर्पन,
सब कुछ उसको अर्पण – 2

संसार की बातों मे,
मगरूर ना होना

(कोरस)
यीशु की खुदाई से,
महरूम ना होना,
तुम उसके दिल में रहना,
कभी दूर ना होना – 2

(2)
जवानी के दिनों में जवानों,
तुम बाते मसीहा की मानो – 2

मंदिर मन है तुम्हारा,
उसमे यीशु को बसलो – 2

दुनिया से मिलता है धोखा,
मसीहा है सच्चा – 2

संसार की बातों में,
तुम चूर ना होना

(कोरस)
यीशु की खुदाई से,
महरूम महरूम ना होना,
तुम उसके दिल में रहना,
कभी दूर ना होना – 2

राजाओ का राजा,
तेरा मसीहा मेरा मसीहा – 2

यीशु की खुदाई से,
महरूम ना होना,
तुम उसके दिल में रहना,
कभी दूर ना होना – 2

तुम उसके दिल में रहना,
कभी दूर ना होना – 2

Rajaon Ka Raja Lyrics in English

Rajaon Ka Raja

Yeshu Ki Khudayi Se,
Mehroom Na Hona,
Tum Uske Dil Rehna,
Kabhi Door Na Hona

(Chorus)
Yeshu Ki Khudayi Se,
Mehroom Na Hona,
Tum Uske Dil Rehna,
Kabhi Door Na Hona – 2

Rajao Ka Raja,
Tera Masiha Mera Masiha – 2

Yeshu Ki Khudayi Se,
Mehroom Na Hona,
Tum Uske Dil Rehna,
Kabhi Door Na Hona – 2

(1)
Shunya Hai Khud Ko Banaya,
Dekho Masiha Hai Duniya Me Aaya – 2

Jeevan Ka Marg Wahi Hai,
Vachno Ne Hum Ko Bataya – 2

Khud Ko Kar Ke Samarpan,
Sab Kuchh Usko Arpan – 2

Sansar Ki Baaton Mein,
Magroor Na Hona

Rajaon Ka Raja Lyrics
ESV, Thompson Chain-Reference Bible, Large Print, Leathersoft, Black, Red Letter, Thumb Indexed

Check Price

Buy Now on Amazon

(Chorus)
Yeshu Ki Khudayi Se,
Mehroom Na Hona,
Tum Uske Dil Rehna,
Kabhi Door Na Hona

(2)
Jawani Ke Din Mein Jawano,
Tum Baate Masiha Ki Mano – 2

Mandir Man Hai Tumhara,
Usme Yeshu Ko Basalo – 2

Duniya Se Milta Hai Dhokha,
Masiha Hai Saccha – 2

Sanar Ki Baaton Me Tum,
Chur Na Hona

(Chorus)
Yeshu Ki Khudayi Se,
Mehroom Na Hona,
Tum Uske Dil Rehna,
Kabhi Door Na Hona – 2

Rajao Ka Raja,
Tera Masiha Mera Masiha – 2

Yeshu Ki Khudayi Se,
Mehroom Na Hona,
Tum Uske Dil Rehna,
Kabhi Door Na Hona – 2

Tum Uske Dil Rehna,
Kabhi Door Na Hona – 2

💖 Song Credits: 💖

💝Song: Rajaon Ka Raja
✍️Lyrics: – Bro. Meet ( Balaghat M. P.)
🎤Singer: – Bro. Joys & Sis. Alhadini Lima

👇 See More 👇

Mujh Par Daya Kar Lyrics

Mere Liye Yahowa Ki Bhalayi Lyrics

Dil Se Dua Lyrics

Zindagi Ke Safar Mey Yeshu Hai Tere Sang Lyrics

Aaj Ka Ye Din Shubh Din Hai Lyrics

Woh Muktidata Hai Lyrics

Raja Mere Dil Ka Yeshu Raja Lyrics

Yeshu Aane Wala Hai Lyrics

Teri Daya Aur Anugrah Se Lyrics

Stuti Ho Teri Yeshu Masih Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

Rajaon Ka Raja Lyrics
ESV, Thompson Chain-Reference Bible, Large Print, Leathersoft, Black, Red Letter, Thumb Indexed

Check Price

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.