Pavitra Aatma Utar Aao Lyrics in Hindi

पवित्र आत्मा उतार आओ
(कोरस)
पवित्र आत्मा उतार आओ,
अभिषेक से हमे भर दो – 2
अग्नि ज्वाला समान उतर आ,
सनसनाहट के साथ उतर आ – 2
उतर आ उतर आ,
पवित्र आत्मा उतर आ – 2
(1)
जाती जाती के लोग कांप उठे,
शत्रुओं पे तेरा नाम प्रगट करे – 2
जैसे प्रभु के भवन में आग उतरे,
मेरे मन मंदिर में भी आग भरदे – 2
पवित्र आत्मा पवित्र आत्मा,
पवित्र आत्मा उतर आ – 2
(2)
इसराएली लोगों को छुड़ाने के लिए,
आग में से मूसा को पुकारने वाले – 2
जैसे कटली झाड़ी में तेरी आग उतरे,
उस आग में से मुझको भी दर्शन दे – 2
पवित्र आत्मा पवित्र आत्मा,
पवित्र आत्मा उतर आ – 2
पवित्र आत्मा उतार आओ,
अभिषेक से हमे भर दो – 2
अग्नि ज्वाला समान उतर आ,
सनसनाहट के साथ उतर आ – 2
पवित्र आत्मा पवित्र आत्मा,
पवित्र आत्मा उतर आ – 4
Pavitra Aatma Utar Aao Lyrics in English
Pavitra Aatma Utar Aao
(Chorus)
Pavitra Aatma Utar Aao,
Abhishek Se Hame Bhar Do – 2
Agni Jwala Saman Utar Aa,
Sansanahat Ke Sath Utar Aa – 2
Utar Aa Utar Aa,
Pavitra Aatma Utar Aa – 2
(1)
Jati Jati Ke Log kamp Uthe,
Shtruon Pe Tera Naam Pragat Kare – 2
Jaise Prabhu Ke Bhavan Mein Aag Utre,
Mere Man Mandir Mein Bhi Aag Bharde – 2
Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Pavitra Aatma Utar Aa – 2
(2)
Israeli Logon Ko Chhudane Ke Liye,
Aag Mein Se Moosa Ku Pukarne Wale – 2
Jaise Katli Jhadi Mein Teri Aag Utre,
Us Aag Mein Se Mujhko Bhi Darshan De – 2
Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Pavitra Aatma Utar Aa – 2
Pavitra Aatma Utar Aao,
Abhishek Se Hame Bhar Do – 2
Agni Jwala Saman Utar Aa,
Sansanahat Ke Sath Utar Aa – 2
Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Pavitra Aatma Utar Aa – 4
💖 Song Credits: 💖
✍️Lyrics: – Reji Narayanan
💝Song: – Pavitra Aatma Utar Aao
🎶Chorus: – Tanuja Debberma & Christina
🎤Singer: – Persis John
👇 See More 👇
Mere Jeevan Mein Yeshu Tera Naam Lyrics
Prabhu Ko Chhod Ke Main Jaun Kahan Lyrics
Kya Phool Chadhau Main Prabhu Ke Charno Mein Lyrics
Tuta Hua Man Main Lata Hoon Lyrics
👇 Video Song 👇
🙌 God Bless You 🙌
Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.
🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.Naye Christian lyrics aur sandesh paane ke liye follow karein. Kisi account ya login ki zaroorat nahi hai.

