Mere Jeevan Mein Yeshu Tera Naam Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
4.8/5 (16 votes)

Mere Jeevan Mein Yeshu Tera Naam Lyrics in Hindi

Mere Jeevan Mein Yeshu Tera Naam Lyrics
Mere Jeevan Mein Yeshu Tera Naam Lyrics

मेरे जीवन में यीशु तेरा नाम

(कोरस)
मेरे जीवन में यीशु तेरा नाम,
जलाल पता रहे – 2
मेरा उठना बैठना और – 2
चलना तुझे भाता रहे
मेरे जीवन में यीशु तेरा नाम,
जलाल पाता रहे – 2

(1)
बेमिशल है तू मैं मिशल बनूँ,
तू कामिल है मैं भी कमाल बनूँ – 2
बेमिशल है तू मैं मिशल बनूँ – 2
तू कामिल है मैं भी कमाल बनूँ
दुनिया का नूर है यीशु,
मेरी रहें सजाता रहे – 2

मेरा उठना बैठना और – 2
चलना तुझे भाता रहे
मेरे जीवन में यीशु तेरा नाम,
जलाल पाता रहे – 2

(2)
मेरे सोचों में तू मेरे ख्वाबों में तू,
मेरे सारे सवालों जवाबों में तू – 2
मेरे सोचों में तू मेरे ख्वाबों में तू – 2
मेरे सारे सवालों जवाबों में तू
जब भी तुझे पुकारूँ,
तेरा रूह मुझपे आता रहे – 2

मेरा उठना बैठना और – 2
चलना तुझे भाता रहे
मेरे जीवन में यीशु तेरा नाम,
जलाल पाता रहे – 2

(3)
ज़िंदगी भर तेरे गीत गाता रहूँ,
तू सुनता रहे मैं सुनता रहूँ – 2
ज़िंदगी भर तेरे गीत गाता रहूँ – 2
तू सुनता रहे मैं सुनता रहूँ
जब गीत तेरे गाउँ,
तेरा रूह मुझमें गाता रहे – 2

मेरा उठना बैठना और – 2
चलना तुझे भाता रहे
मेरे जीवन में यीशु तेरा नाम,
जलाल पाता रहे – 4

Mere Jeevan Mein Yeshu Tera Naam Lyrics in English

Mere Jeevan Mein Yeshu Tera Naam

(Chorus)
Mere Jeevan Mein Yeshu Tera Naam,
Jalal Pata Rahe – 2
Mera Uthna Baithna Aur – 2
Chalna Tujhe Bhata Rahe
Mere Jeevan Yeshu Tera Naam,
Jalal Pata Rahe – 2

(1)
Bemishal Hai Tu Main Mishal Banu,
Tu Kamil Hai Main Bhi Kamal Banu – 2
Bemishal Hai Tu Main Mishal Banu – 2
Tu Kamil Hai Main Bhi Kamal Banu
Duniya Ka Noor Hai Yeshu,
Meri Rahein Sajata Rahe – 2

Mera Uthna Baithna Aur – 2
Chalna Tujhe Bhata Rahe
Mere Jeevan Yeshu Tera Naam,
Jalal Pata Rahe – 2

(2)
Meri Socho Mein Tu Mere Khwabon Mein Tu,
Mere Sare Sawalo Jawabo Mein Tu – 2
Meri Socho Mein Tu Mere Khwabon Mein Tu – 2
Mere Sare Sawalo Jawabo Mein Tu
Jab Bhi Tujhe Pukarun,
Tera Rooh Mujhpe Aata Rahe – 2

Mera Uthna Baithna Aur – 2
Chalna Tujhe Bhata Rahe
Mere Jeevan Yeshu Tera Naam,
Jalal Pata Rahe – 2

(3)
Zindagi Bhar Tere Geet Gata Rahun,
Tu Sunta Rahe Main Sunata Rahun – 2
Zindagi Bhar Tere Geet Gata Rahun – 2
Tu Sunta Rahe Main Sunata Rahun
Jab Geet Tere Gaun,
Tera Rooh Mujhmein Gata Rahe – 2

Mera Uthna Baithna Aur – 2
Chalna Tujhe Bhata Rahe
Mere Jeevan Yeshu Tera Naam,
Jalal Pata Rahe – 4

💖 Song Credits: 💖

✍️Lyrics: – Pastor Francis Feroz
💝Song: – Mere Jeevan Yeshu Tera Naam
🎤Singer: – Pastor Francis Feroz

👇 See More 👇

Vinti Sunne Wale Lyrics

Aaradhna Yeshu Ko Lyrics

Prabhu Ko Chhod Ke Main Jaun Kahan Lyrics

Kya Phool Chadhau Main Prabhu Ke Charno Mein Lyrics

Tuta Hua Man Main Lata Hoon Lyrics

Unchi Udaan Bharoge Lyrics

Pavitra Aatma Aa Lyrics

Le Chal Mujhe 2.0 Lyrics

Le Chal Mujhe Lyrics

Apna Dil Kholo Vandana Karo Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 20 Bible Verses about Focus and Concentration
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ke Vaade Kabhi Nahi Badalte
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Pavitra Aatma Ki Shakti Kaise Paayein
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement