Mere Sirjanhar Lyrics in Hindi

मेरे सिरजनहार
[Verse 1]
मेरे जीवन का सिरजनहार,
यीशु तू ही है,
मेरे जीवन का पालनहार,
यीशु तू ही है – 2
[Chorus]
तेरी आराधना मैं करूंगा,
जीवन के हर पल में,
तेरी स्तुति मैं करूंगा,
जीवन के हर पल में – 2
[Verse 2]
तेरी महिमा अपरंपार है,
योग्य तू ही है,
तेरा नाम है सबसे उत्तम,
सर्व उत्तम है – 2
[Chorus]
तेरी आराधना मैं करूंगा,
जीवन के हर पल में,
तेरी स्तुति मैं करूंगा,
जीवन के हर पल में – 2
[Verse 3]
तेरे उपकारों को नहीं भूलूँगा,
यीशु तू भला है,
तेरा नाम है सबसे ऊंचा,
सर्व शक्त तू है – 2
सर्व शक्त तू है – 2
Mere Sirjanhar Lyrics in English
Mere Sirjanhar Lyrics
[Verse 1]
Mere Jeevan Ka Sirjanhar,
Yeshu Tu Hi Hai,
Mere Jeevan Ka Palanhar,
Yeshu Tu Hi Hai – 2
[Chorus]
Teri Aaradhna Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein,
Teri Stuti Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein – 2
[Verse 2]
Teri Mahima Aparampar Hai,
Yogya Tu Hi Hai,
Tera Naam Hai Sabse Uttam,
Sarv Uttam Hai – 2
[Chorus]
Teri Aaradhna Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein,
Teri Stuti Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein – 2
[Verse 3]
Tere Upkaron Ko Nahin Bhulunga,
Yeshu Tu Bhala Hai,
Tera Naam Hai Sabse Uncha,
Sarv Shakt Tu Hai – 2
[Chorus]
Teri Aaradhna Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein,
Teri Stuti Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein – 2
Jeevan Ke Har Pal Mein – 2
💖 Song Credits: 💖
💝Song: – Mera Sirjanhar
✍️Lyrics: – Pastor Earnest Abraham
🎤Vocals: – Pr. Earnest Abraham, Immanuel Henry, Robinson Shalu, Philemon Anand, Shefferson Shalu, Praison Varghese, Robin Daniel, Sheenu Mariam, Sofia Stephen
🧾Year: – 01-03-2026
👇 See More Lyrics👇
Tere Siva Yahan Pe Kaun Mera Lyrics
Pavitra Aatma Mujhme Samaja Lyrics
Jab Aatma Prabhu Ka Mandlayega Lyrics
👇 Video Song 👇
🙌 God Bless You 🙌

Check Price
Buy Now on AmazonFounder & Editor
Jai Masih Ki ✝ Mera Naam Aalok Kumar Hai. Es Blog Me Mai Aapko Bible Se Related Content Dunga Aur Masih Song Ka Lyrics Bhi Provide Karunga. Thanks For Visiting
