Aaradhana Ke Yogya Lyrics

5/5 - (7 votes)

Aaradhana Ke Yogya Lyrics in Hindi

Aaradhana Ke Yogya Lyrics
Aaradhana Ke Yogya Lyrics

आराधना के योग्य

[1]
आराधना के योग्य है मेरा यीशु है – 2
उसकी स्तुति मैं करूँ चाहे जीऊं या मरूं – 2
अपना तन और मन चढ़ाऊँ मैं – 2
सब समर्पित करूँ – 2

[2]
आदर और प्रशंसा के योग्य यीशु है – 2
उसकी स्तुति मैं करूँ चाहे जीऊं या मरूं – 2
अपना तन और मन चढ़ाऊँ मैं – 2
सब समर्पित करूँ – 2

[3]
पिता का बेटा मेमना भी और शेर यीशु है – 2
उसकी स्तुति मैं करूँ चाहे जीऊं या मरूं – 2
अपना तन और मन चढ़ाऊँ मैं – 2
सब समर्पित करूँ – 2

सब समर्पित यीशु सब समर्पित,
सब समर्पित करता हूँ मैं – 2
उसकी स्तुति मैं करूँ चाहे जीऊं या मरूं – 2
अपना तन और मन चढ़ाऊँ मैं – 2
सब समर्पित करूँ – 2
सब समर्पित करूँ

Aaradhana Ke Yogya Lyrics in English


Aaradhana Ke Yogya Lyrics

[1]
Aaradhana Ke Yogya Hai Mera Yeshu Hai – 2
Uski Stuti Main Karun Chahe Jeeyun Ya Marun – 2
Apna Tan Aur Man Chadhaun Main – 2
Sab Samarpit Karun – 2

[2]
Aadar Aur Prashansa Ke Yogya Yeshu Hai – 2
Uski Stuti Main Karun Chahe Jeeyun Ya Marun – 2
Apna Tan Aur Man Chadhaun Main – 2
Sab Samarpit Karun – 2

[3]
Pita Ka Beta Memna Bhi Aur Sher Yeshu Hai – 2
Uski Stuti Main Karun Chahe Jeeyun Ya Marun – 2
Apna Tan Aur Man Chadhaun Main – 2
Sab Samarpit Karun – 2

Sab Samarpit Yeshu Sab Samarpit,
Sab Samarpit Karta Hun Main – 2
Uski Stuti Main Karun Chahe Jeeyun Ya Marun – 2
Apna Tan Aur Man Chadhaun Main – 2
Sab Samarpit Karun – 2
Sab Samarpit Karun

👇 Video Song 👇

YouTube player

💖 Song Credits: 💖

💝Song: Aaradhana ke Yogya
✍️Lyrics: – Pastor Joy Gill
🎤Singer: – Pastor Joy Gill
🧾Year: – 20-01-2025

👇 See More 👇

Tere Siva Yahan Pe Kaun Mera Lyrics

Pavitra Aatma Mujhme Samaja Lyrics

Bandhno Ko Tode Lyrics

Jab Aatma Prabhu Ka Mandlayega Lyrics

Aatma Prabhu Ka Lyrics

Jo Stuti Ke Yogy Hai Lyrics

Zinda Khuda Hai Hamara Lyrics

Aao Jag Ke Log Sab Hi Lyrics

Stuti Stuti Aaradhna Lyrics

He Mere Man Na Ho Udas Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Finding Beauty In The Valley Of Weeping
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Bible Verses About Resurrection Pavitra Vachan
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment