Aatma Prabhu Ka Lyrics in Hindi

आत्मा प्रभु का

Check Price
Buy on Amazon[कोरस]
आत्मा प्रभु का,
प्रेमी आत्मा प्रभु का।
अभी तू आजा हमारे बीच में,
अपनी आशीष उंडेल – 2
[Verse 1]
दल दल की किच में से,
दया से निकाला मुझे।
पाप हटा कर साफ कर दे,
अपनी सामर्थ से – 2
[कोरस]
आत्मा प्रभु का,
प्रेमी आत्मा प्रभु का।
अभी तू आजा हमारे बीच में,
अपनी आशीष उंडेल – 2
[Verse 2]
जीवन दिया तूने,
जीवन दिलाऊँ मैं भी।
जीवन जल की नदियां मुझ से,
बहने पाई जग में – 2
[कोरस]
आत्मा प्रभु का,
प्रेमी आत्मा प्रभु का।
अभी तू आजा हमारे बीच में,
अपनी आशीष उंडेल – 2
[Verse 3]
आत्मा के वरदाओं से,
तृप्त कर दे मुझे।
जाग उठूँ मैं जलने पाऊँ,
ज्योति चमका मुझमे – 2
[कोरस]
आत्मा प्रभु का,
प्रेमी आत्मा प्रभु का।
अभी तू आजा हमारे बीच में,
अपनी आशीष उंडेल – 2
[Vesre 4]
प्रभु के सीने से मैं,
सिर रख कर आराम पाऊँ।
प्यासा हूँ मैं तेरे लिए,
प्यास जगा मुझमे – 2
[कोरस]
आत्मा प्रभु का,
प्रेमी आत्मा प्रभु का।
अभी तू आजा हमारे बीच में,
अपनी आशीष उंडेल – 2
Aatma Prabhu Ka Lyrics in Engliish
Aatma Prabhu Ka
[Chorus]
Aatma Prabhu Ka,
Premi Aatma Prabhu Ka.
Abhi Tu Aaja Hamare Bich Mein,
Apni Ashish Undel – 2
[Verse 1]
Dal Dal Ke Kich Mein Se,
Daya Se Nikala Mujhe.
Pap Hata Kar Saaf Kar De,
Apni Samarth Se – 2
[Chorus]
Aatma Prabhu Ka,
Premi Aatma Prabhu Ka.
Abhi Tu Aaja Hamare Bich Mein,
Apni Ashish Undel – 2
[Verse 2]
Jeevan Diya Tune,
Jeevan Dilaun Main Bhi.
Jeevan Jal Ki Nadiyan Mujh Se,
Bahne Payi Jag Mein – 2
[Chorus]
Aatma Prabhu Ka,
Premi Aatma Prabhu Ka.
Abhi Tu Aaja Hamare Bich Mein,
Apni Ashish Undel – 2
[Verse 3]
Aatma Ke Verdaano Se,
Tript Kar De Mujhe.
Jag Uthun Main Jalne Paun,
Jyoti Chamka Mujhme – 2
[Chorus]
Aatma Prabhu Ka,
Premi Aatma Prabhu Ka.
Abhi Tu Aaja Hamare Bich Mein,
Apni Ashish Undel – 2
[Verse 4]
Prabhu Ke Sine Se Main,
Sir Rakhkar Aaram Paun.
Pyasa Hun Main Tere Liye,
Pyas Jaga Mujhme – 2
[Chorus]
Aatma Prabhu Ka,
Premi Aatma Prabhu Ka.
Abhi Tu Aaja Hamare Bich Mein,
Apni Ashish Undel – 2
💖 Song Credits: 💖
💝Song: – Aatma Prabhu Ka
✍️Lyrics: –
🎤Singer: –
🧾Year: –
👇 See More 👇
Dhanyawad Ke Saath Stuti Gaunga Lyrics
Jo Haq Tala Ke Parde Me Rahta Lyrics
Jhumo Nacho Khushi Se Aaj Lyrics
Bharpur Jeevan Tere Liye Lyrics
👇 Video Song 👇
🙌 God Bless You 🙌
Founder & Editor
Jai Masih Ki ✝ Mera Naam Aalok Kumar Hai. Es Blog Me Mai Aapko Bible Se Related Content Dunga Aur Masih Song Ka Lyrics Bhi Provide Karunga. Thanks For Visiting





