Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna Lyrics

4.8/5 - (24 votes)

Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna Lyrics in Hindi

Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna Lyrics
Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna Lyrics

जीवित परमेश्वर की आराधना

(कोरस)
जीवित परमेश्वर की आराधना,
जिंदगी भर मैं करता रहूंगा – 2
नया जीवन दिया यीशु,
उस प्यार को कैसे भूलूं – 2

जीवित परमेश्वर की आराधना,
जिंदगी भर मैं करता रहूंगा – 2

(1)
कहा जाऊं किधर जाऊं,
हर स्थान में विराज है,
यीशु नाम में मेरा मुक्ति है
यीशु नाम में मेरा शांति है – 2

मेरा जीवन का श्रोता है तू,
सारे पृथ्वी का मालिक है तू – 2

नया जीवन दिया यीशु,
उस प्यार को कैसे भूलूं – 2
जीवित परमेश्वर की आराधना,
जिंदगी भर मैं करता रहूंगा – 2

(2)
मेरे सारे गुनाहों को,
अपना क्रूस पर वो ले लिया,
अपना लहू बहा के यीशु,
मुझे शुद्ध और पवित्र कर दिया – 2

मैं कभी न तुझे त्यागूंगा,
मैं कभी न तुझे भूलूंगा – 2

नया जीवन दिया यीशु,
उस प्यार को कैसे भूलूं – 2
जीवित परमेश्वर की आराधना,
जिंदगी भर मैं करता रहूंगा – 2

जीवित परमेश्वर की आराधना,
जिंदगी भर मैं करता रहूंगा – 2

Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna Lyrics in English

Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna

(Koras)
Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna,
Jindagi Bhar Mai Karta Rahunga – 2
Naya Jeevan Diya Yeshu,
Us Pyar Ko Kaise Bhoolun – 2

Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna,
Jindagi Bhar Mai Karta Rahunga – 2

(1)
Kaha Jau Kidhar Jau,
Har Sthan Me Viraj Hai,
Yeshu Naam Me Mera Mukti Hai,
Yeshu Naam Me Mera Shanti Hai – 2

Mera Jeevan Shrota Hai Tu,
Sare Prithvi Ka Malik Hai Tu – 2

Naya Jeevan Diya Yeshu,
Us Pyar Ko Kaise Bhoolun – 2
Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna,
Jindagi Bhar Mai Karta Rahunga – 2

Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna Lyrics
ESV, Thompson Chain-Reference Bible, Large Print, Leathersoft, Black, Red Letter, Thumb Indexed

Check Price

Buy Now on Amazon

(2)
Mere Sare Gunaho Ko,
Apna Krus Par Wo Le Liya,
Apna Lahoo Baha ke Yeshu,
Mujhe Suddh Aur Pavitra Kar Diya – 2

Mai Kabhi Na Tujhe Tyagunga,
Mai Kabhi Na Tujhe Bhulunga – 2

Naya Jeevan Diya Yeshu,
Us Pyar Ko Kaise Bhoolun – 2
Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna,
Jindagi Bhar Mai Karta Rahunga – 2

Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna,
Jindagi Bhar Mai Karta Rahunga – 2

👇 Song Credit By 👇

Song: Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna

👇 See More 👇

Tu Pyar Ka Sagar Sagar Daya Ka Tu Hai Lyrics

Tu Hi To Aadhar Hai Mere Jeene Ka Lyrics

Masih Bina Jeena Bekar Hai Lyrics

Ho Teri Stuti Aur Aaradhna Lyrics

Ibadat Karo Uski Ibadat Karo Lyrics

Daro Mat Chup Chap Khade Raho Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 20 Bible Verses about Focus and Concentration
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 100 Bible Verses about Patience and Endurance
Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna Lyrics
ESV, Thompson Chain-Reference Bible, Large Print, Leathersoft, Black, Red Letter, Thumb Indexed

Check Price

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

6 thoughts on “Jeevit Parmeshwar Ki Aaradhna Lyrics”

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.