Masih Bina Jeena Bekar Hai Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
4.9/5 (24 votes)

Masih Bina Jeena Bekar Hai Lyrics in Hindi

Masih Bina Jeena Bekar Hai Lyrics
Masih Bina Jeena Bekar Hai Lyrics

मसीह बिना जीना बेकार है

(कोरस)
मसीह बिना जीना बेकार है,
वही मेरे जीवन का आधार है – 2
जीना मसीह है मरना नफा है – 2
जीना मसीह मरना नफा ये जीवन तैय्यार

मसीह बिना जीना बेकार है,
वही मेरे जीवन का आधार है – 2

(1)
मै मसीह के साथ चलने लगा,
मै मसीह में हूँ मसीह मुझ मे है – 2
(क्योंकि) आत्मा बिना जीना बेकार है,
वही मेरे जीवन का आधार है – 2

जीना मसीह है मरना नफा है – 2
जीना मसीह मरना नफा ये जीवन तैय्यार
मसीह बिना जीना बेकार है,
वही मेरे जीवन का आधार है – 2

(2)
क्रूस उठा के मै चलने लगा,
मेरा दूल्हा मेरा मसीहा – 2
क्रूस उठा के चलना मेरा काम है,
अंत में स्वर्ग में विश्राम है – 2

जीना मसीह है मरना नफा है – 2
जीना मसीह मरना नफा ये जीवन तैय्यार
मसीह बिना जीना बेकार है,
वही मेरे जीवन का आधार है – 2

वही मेरे जीवन का आधार है – 2

Masih Bina Jeena Bekar Hai Lyrics in English

Masih Bina Jeena Bekar Hai

(Chorus)
Masih Bina Jeena Bekar Hai,
Wahi Mere Jeevan Ka Aadhar Hai – 2
Jeena Masih Hai Marna Nafa Hai – 2
Jeena Masih Marna Nafa Ye Jeevan Taiyyar Hai

Masih Bina Jeena Bekar Hai,
Wahi Mere Jeevan Ka Aadhar Hai – 2

(1)
Mai Masih Ke Sath Chalne Laga,
Mai Masih Me Hu Masih Mujh Me Hai – 2
(Kyonki) Aatma Bina Jeena Bekar Hai,
Wahi Mere Jeevan Ka Aadhar Hai – 2

Jeena Masih Hai Marna Nafa Hai – 2
Jeena Masih Marna Nafa Ye Jeevan Taiyyar Hai
Masih Bina Jeena Bekar Hai,
Wahi Mere Jeevan Ka Aadhar Hai – 2

(2)
Kurs Utha Ke Mai Chalne Laga,
Mera Dulha Mera Masiha – 2
Krus Utha Ke Chalna Mera Kaam Hai,
Ant Me Swarg Me Vishram Hai – 2

Jeena Masih Hai Marna Nafa Hai – 2
Jeena Masih Marna Nafa Ye Jeevan Taiyyar Hai
Masih Bina Jeena Bekar Hai,
Wahi Mere Jeevan Ka Aadhar Hai – 2

Wahi Mere Jeevan Ka Aadhar Hai – 2

👇 Song Credit By 👇

Song: – Masih Bina Jeena Bekar Hai

👇 See More 👇

Ho Teri Stuti Aur Aaradhna Lyrics

Ibadat Karo Uski Ibadat Karo Lyrics

Daro Mat Chup Chap Khade Raho Lyrics

Aatma Se Bhar De Mujhe Lyrics

Apni Samarth Se Bhar De Abhisek Mujhe Kar De Lyrics

Tere Maar Khane Se Yeshu Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Prabhu Bhoj Mahatva Masih Milan
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Saccha Pashchataap Aur Parmeshwar Ki Kripa
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ka Aap Par Anand
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Pavitra Aatma Ki Shakti Margdarshan
📖 Naya Sandesh Padhein: Parmeshwar Ke Vaade Jeevan Ki Asha
📖 Naya Sandesh Padhein: 30 Bible Verses on Growing Closer to God
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement