Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (10 votes)

Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe Lyrics in Hindi

Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe Lyrics
Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe Lyrics

अपने लहू में छुपालो येशु जी मुझे

(कोरस)
अपने लहू में छुपालो येशु जी मुझे – 2
बैरी शैतान से बचा लो,
येशु जी मुझे अपने लहू में छुपालो – 2

(1)
तेरा लहू मुझे देता चंगाई हैं,
तेरे लहू से मैंने जिंदगी पाई हैं – 2
जीवन ये सफल बना दो,
येशु जी मुझे अपने लहू में छुपालो – 2

अपने लहू में छुपालो येशु जी मुझे – 2
बैरी शैतान से बचा लो,
येशु जी मुझे अपने लहू में छुपालो – 2

(2)
तेरा लहू मज़बूत चट्टान हैं,
तेरा लहू डाले मुर्दों में जान हैं – 2
चारो ओर घेरा बना लो,
येशु जी मुझे अपने लहू में छुपालो – 2

अपने लहू में छुपालो येशु जी मुझे – 2
बैरी शैतान से बचा लो,
येशु जी मुझे अपने लहू में छुपालो – 2

(3)
तेरे लहू से येशु डरता शैतान हैं,
तेरे लहू में मिले अब्दी आराम हैं – 2
सिय्यौन के वारिश बनालो,
येशु जी मुझे अपने लहू में छुपालो – 2

अपने लहू में छुपालो येशु जी मुझे – 2
बैरी शैतान से बचा लो,
येशु जी मुझे अपने लहू में छुपालो – 2

Apne Lahu Me Cchupalo Yeshu Ji Mujhe Lyrics In English

Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe

(Chorus)
Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe – 2
Bairi Shaitan Se Bacha Lo,
Yeshu Ji Mujhe Apne Lahu Me Chhupalo – 2

(1)
Tera Lahu Mujhe Deta Changai Hai,
Tere Lahu Se Maine Zindagi Payi Hai – 2
Jeevan Ye Safal Banado,
Yeshu Ji Mujhe Apne Lahu Me Chhupalo – 2

Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe – 2
Bairi Shaitan Se Bacha Lo,
Yeshu Ji Mujhe Apne Lahu Me Chhupalo – 2

(2)
Tera Lahu Majbut Chattan Hai,
Tera Lahu Dale Murdon Me Jaan Hai – 2
Charo Or Ghera Banalo,
Yeshu Ji Mujhe Apne Lahu Me Chhupalo – 2

Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe – 2
Bairi Shaitan Se Bacha Lo,
Yeshu Ji Mujhe Apne Lahu Me Chhupalo – 2

(3)
Tere Lahu Se Yeshu Darta Shaitan Hai,
Tere Lahu Se Mile Abdi Aaram Hai – 2
Siyon Ke waarish Banado,
Yeshu Ji Mujhe Apne Lahu Me Chhupalo – 2

Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe – 2
Bairi Shaitan Se Bacha Lo,
Yeshu Ji Mujhe Apne Lahu Me Chhupalo – 2

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: – Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe

👇 See More 👇

Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa Lyrics

Tu Bade Main Ghatu Lyrics

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics

Chari Chugli Jhuth Labari Lyrics

Yahowa Mere Badshah Tu Rooh Ki Barish Kar Lyrics

Yeshu Meri Aasha Hai Lyrics

Tere Bande Tujhe Chhuna Chahte Hai Lyrics

Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha Lyrics

Aaradhna Prabhu Aaradhna Lyrics

Senao Ka Yahova Hamare Sang Sang Hai Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement