Mere Sirjanhar Lyrics

5/5 - (6 votes)

Mere Sirjanhar Lyrics in Hindi

Mere Sirjanhar Lyrics
Mere Sirjanhar Lyrics

मेरे सिरजनहार

[Verse 1]
मेरे जीवन का सिरजनहार,
यीशु तू ही है,
मेरे जीवन का पालनहार,
यीशु तू ही है – 2

[Chorus]
तेरी आराधना मैं करूंगा,
जीवन के हर पल में,
तेरी स्तुति मैं करूंगा,
जीवन के हर पल में – 2

[Verse 2]
तेरी महिमा अपरंपार है,
योग्य तू ही है,
तेरा नाम है सबसे उत्तम,
सर्व उत्तम है – 2

[Chorus]
तेरी आराधना मैं करूंगा,
जीवन के हर पल में,
तेरी स्तुति मैं करूंगा,
जीवन के हर पल में – 2

[Verse 3]
तेरे उपकारों को नहीं भूलूँगा,
यीशु तू भला है,
तेरा नाम है सबसे ऊंचा,
सर्व शक्त तू है – 2
सर्व शक्त तू है – 2

Mere Sirjanhar Lyrics in English

Mere Sirjanhar Lyrics

[Verse 1]
Mere Jeevan Ka Sirjanhar,
Yeshu Tu Hi Hai,
Mere Jeevan Ka Palanhar,
Yeshu Tu Hi Hai – 2

[Chorus]
Teri Aaradhna Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein,
Teri Stuti Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein – 2

[Verse 2]
Teri Mahima Aparampar Hai,
Yogya Tu Hi Hai,
Tera Naam Hai Sabse Uttam,
Sarv Uttam Hai – 2

[Chorus]
Teri Aaradhna Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein,
Teri Stuti Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein – 2

See also  Yeshu Mera Sab Kuchh Tu Lyrics

[Verse 3]
Tere Upkaron Ko Nahin Bhulunga,
Yeshu Tu Bhala Hai,
Tera Naam Hai Sabse Uncha,
Sarv Shakt Tu Hai – 2

[Chorus]
Teri Aaradhna Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein,
Teri Stuti Main Karunga,
Jeevan Ke Har Pal Mein – 2
Jeevan Ke Har Pal Mein – 2

💖 Song Credits: 💖 

💝Song: Mera Sirjanhar
✍️Lyrics: – Pastor Earnest Abraham
🎤Vocals: – Pr. Earnest Abraham, Immanuel Henry, Robinson Shalu, Philemon Anand, Shefferson Shalu, Praison Varghese, Robin Daniel, Sheenu Mariam, Sofia Stephen
🧾Year: – 01-03-2026

👇 See More Lyrics👇

Rooh Pyasi Hai Lyrics

Aaradhana Ke Yogya Lyrics

Tere Siva Yahan Pe Kaun Mera Lyrics

Pavitra Aatma Mujhme Samaja Lyrics

Bandhno Ko Tode Lyrics

Jab Aatma Prabhu Ka Mandlayega Lyrics

Aatma Prabhu Ka Lyrics

Jo Stuti Ke Yogy Hai Lyrics

Zinda Khuda Hai Hamara Lyrics

Aao Jag Ke Log Sab Hi Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Har Kadam Parmeshwar Shakti Deta Hai
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Pavitrata Ka Marg Masih Mein Naya Jeevan
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 20 Bible Verses about Dhanyawad aur Shukraguzari
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

×
Daily Bible Verse

Subscribe for Newsletter

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.