Kya Din Khushi Ka Aaya Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (7 votes)

Kya Din Khushi Ka Aaya Lyrics in Hindi

Kya Din Khushi Ka Aaya Lyrics
Kya Din Khushi Ka Aaya Lyrics

क्या दिन खुशी का आया

(कोरस)
क्या दिन खुशी का आया,
रहमत का बदल छाया,
दुनिया का मुंजी आया,
आ हां हां हाल्लेलुयाह – 2

(1)
एक दूत मरियम पास आया,
बोला जन्मेगी बेटा,
नाम उसका यीशु रखना,
आ हां हां हाल्लेलुयाह – 2

(कोरस)
क्या दिन खुशी का आया,
रहमत का बदल छाया,
दुनिया का मुंजी आया,
आ हां हां हाल्लेलुयाह – 2

(2)
पूरब से निकला तारा,
जिसने किया इशारा,
रास्ते का बना सहारा,
आ हां हां हाल्लेलुयाह – 2

(कोरस)
क्या दिन खुशी का आया,
रहमत का बदल छाया,
दुनिया का मुंजी आया,
आ हां हां हाल्लेलुयाह – 2

(3)
स्वर्गदूत जमीन पे आए,
परमेश्वर वचन सुनाए,
यीशु चरनी में आए,
आ हां हां हाल्लेलुयाह – 2

(कोरस)
क्या दिन खुशी का आया,
रहमत का बदल छाया,
दुनिया का मुंजी आया,
आ हां हां हाल्लेलुयाह – 2

(4)
वो आया प्रेम बढ़ाने,
दुखों को दूर भगाने,
पापों से मुक्ति दिलाने,
आ हां हां हाल्लेलुयाह – 2

(कोरस)
क्या दिन खुशी का आया,
रहमत का बदल छाया,
दुनिया का मुंजी आया,
आ हां हां हाल्लेलुयाह – 2

Kya Din Khushi Ka Aaya Lyrics in English

fizzytech Christmas Decoration Tree Set
fizzytech Christmas Decoration Tree Set 100 Pcs | Complete Christmas Decoration Ornaments for 1ft–5ft Trees | Balls, Bells, Santa, Stars, Deer, Gifts & Drums

Kya Din Khushi Ka Aaya

(Chorus)
Kya Din Khushi Ka Aaya,
Rehmat Ka Badal Chhaya,
Duniya Ka Munji Aaya,
Aa Han Han Hallelujah – 2

(Verse1)
Ek Doot Mariyam Paas Aaya,
Bola Janmegi Beta,
Naam Uska Yeshu Rakhna,
Aa Han Han Hallelujah – 2

(Chorus)
Kya Din Khushi Ka Aaya,
Rehmat Ka Badal Chhaya,
Duniya Ka Munji Aaya,
Aa Han Han Hallelujah – 2

(Verse 2)
Purab Se Nikla Taara,
Jisne Kiya Ishara,
Rastey Ka Bana Sahara,
Aa Han Han Hallelujah – 2

(Chorus)
Kya Din Khushi Ka Aaya,
Rehmat Ka Badal Chhaya,
Duniya Ka Munji Aaya,
Aa Han Han Hallelujah – 2

(Verse 3)
Swargdoot Zameen Pe Aaye,
Parmeshwar Vachan Sunaye,
Yeshu Charni Mein Aaye,
Aa Han Han Hallelujah – 2

(Chorus)
Kya Din Khushi Ka Aaya,
Rehmat Ka Badal Chhaya,
Duniya Ka Munji Aaya,
Aa Han Han Hallelujah – 2

(Verse 4)
Woh Aaye Prem Badhane,
Dukhon Ko Door Bhagane,
Papon Se Mukti Dilane,
Aa Han Han Hallelujah – 2

(Chorus)
Kya Din Khushi Ka Aaya,
Rehmat Ka Badal Chhaya,
Duniya Ka Munji Aaya,
Aa Han Han Hallelujah – 2

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Kya Din Khushi Ka Aaya
Hindi Christmas Cover Song Originally Written by Kishore Malhotra and Vizy Alfred

👇 See More 👇

Yeshu Masih Ki Jai Lyrics

Mujhe Sambhalne Wala Lyrics

Antim Dino Ke Abhishek Lyrics

Shor Duniya Me Ye Ho Gaya Lyrics

Mere Mehboob Pyare Masiha Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Na Jaat Badalta Na Dharm Badalta Hai Lyrics
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: bible verses about forgiveness
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement