Aadar Aur Jalwa Mahima Mile Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (5 votes)

Aadar Aur Jalwa Mahima Mile Lyrics in Hindi

Aadar Aur Jalwa Mahima Mile Lyrics
Aadar Aur Jalwa Mahima Mile Lyrics

आदर और जलवा महिमा मिले

(1)
आदर और जलवा महिमा मिले,
तुझको मेरे खुदा – 2
दिल की गहराई से,
तन मन धन से – 2
तेरी महिमा करूंगी खुदा,
तेरी सजदा करूंगी खुदा

(कोरस)
हालेलुय्याह हालेलुय्याह,
हालेलुय्याह हालेलुय्याह – 2

(2)
अभिषेक से भर दे मुझे,
तेरे आंगन में रख ले मुझे – 2
तेरी भवन में रहूं सदा,
तुझे निहारता रहूं खुदा – 2

आराधना स्तुति आराधना
हालेलुय्याह हालेलुय्याह,
हालेलुय्याह हालेलुय्याह – 2

(3)
तेरी रहम से भर दे यीशु,
तेरी बरकत मुझको तू दे – 2
तेरी समर्थ शक्ति तू दे,
तेरी आशीष से झोली भर दे – 2

आराधना स्तुति आराधना – 2
हालेलुय्याह हालेलुय्याह,
हालेलुय्याह हालेलुय्याह – 2

Rogo Se Changai Lyrics

Main Tere Aage Aap Chalunga Lyrics

Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho Lyrics

Rajaon Ka Raja Lyrics

Dekh Tere Dehleez Par Yeshu Khada Hai Lyrics

Aadar Aur Jalwa Mahima Mile Lyrics in English

Aadar Aur Jalwa Mahima Mile

(1)
Aadar Aur Jalwa Mahima Mile,
Tujhko Mere Khuda – 2
Dil Ki Gehrai Se,
Tan Man Dhan Se – 2
Teri Mahima Karungi Khuda,
Tera Sazda Karungi Khuda

(Chorus)
Hallelujah Hallelujah,
Hallelujah Hallelujah – 2

(2)
Abhishek Se Bhar De Mujhe,
Tere Aangan Mein Rakh Le Mujhe – 2
Teri Bhavan Mein Rahun Sada,
Tujhe Niharta Rahun Khuda – 2

Aaradhna Stuti Aaradhna
Hallelujah Hallelujah,
Hallelujah Hallelujah – 2

(3)
Teri Reham Se Bhar De Yeshu,
Teri Barkat Mujhko Tu De – 2
Teri Samarth Shakti Tu De,
Teri Aashish Se Jholi Bhar De – 2

Aaradhna Stuti Aaradhna – 2
Hallelujah Hallelujah,
Hallelujah Hallelujah – 2

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Aadar Aur Jalwa Mahima Mile
✍️Lyrics: – Rev. Prabin Sipka
🎤Singer: – Stuti Das

👇 See More 👇

Ho Teri Stuti Aur Aaradhna Lyrics

Jay Jaykar Mai Karav Prabhu Yeshu Ke Mahima La Lyrics

Hey Mere Khuda Lyrics

Mere Mehboob Pyare Masiha Lyrics

Jindgi Ke Rasta La Tai Ha Sangi Chun Lebe Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 10 Bible Verses about Parmeshwar Ki Buddhi
✨ Song Fact / Meaning: यह गीत भजन संहिता 27:4 की तरह परमेश्वर के भवन में सदा रहने और उसकी सुंदरता निहारने की गहरी इच्छा को दर्शाता है। यह उसके साथ अटूट संगति की लालसा है।
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 10 Bible Verses about Finding Peace in Chaos
📖 Naya Sandesh Padhein: Bandhan Mein Aasha Dobri Bhalai
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement