Wo Khuda Hai Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (7 votes)

Wo Khuda Hai Lyrics in Hindi

Wo Khuda Hai Lyrics
Wo Khuda Hai Lyrics

वो खुदा हैं

(कोरस)
वो खुदा हैं,
वो मेरे साथ सदा रहता हैं – 2
हौसला मेरा वो, हौसला मेरा
मुसीबत में बढ़ा देता हैं

वो खुदा हैं,
वो मेरे साथ सदा रहता हैं – 2

(1)
लेके जाता हैं,
ख़ुद मुझे वो चारागाहों में, चरागाहों में
वही हरियाली,
बिछाता हैं मेरी राहों में, राहों में
प्यास लगती तो ले जाता हैं ओ झरने पर,
प्यासा रहने ही नहीं देता ओ मुझे पल भर
दिल का हमदर्द वो, दिल का हमदर्द
बहुत ही मेरा चरवाहा हैं

वो खुदा हैं,
वो मेरे साथ सदा रहता हैं – 2

(2)
धर्म के मार्ग,
पे ओ चलाता हैं आगे आगे, आगे आगे
मैं तो चलता हूं,
सदा उसके ही पीछे पीछे, पीछे पीछे
दुःख अंधेरा भी अगर हो तो,
मैं नहीं डरता
मुश्किलों की तो कभी फिक्र मैं नहीं करता
जनता हूं के वो, जनता हूं के
मददगार खुदा मेरा हैं

वो खुदा हैं,
वो मेरे साथ सदा रहता हैं – 2
हौसला मेरा वो, हौसला मेरा
मुसीबत में बढ़ा देता हैं

वो खुदा हैं,
वो मेरे साथ सदा रहता हैं – 2

Wo Khuda Hai Lyrics in English

Wo Khuda Hai

(Chorus)
Wo Khuda Hai,
Wo Mere Saath Sada Rahta Hai – 2
Hausla Mera Wo, Hausla Mera
Musibat Mein Badha Deta Hai

Wo Khuda Hai,
Wo Mere Saath Sada Rahta Hai – 2

(1)
Leke Jata Hai,
Khud Mujhe Wo Charagahon Mein, Charagahon Mein
Wahi Hariyali,
Bichhata Hai Meri Rahon Mein, Meri Rahon Mein
Pyas Lagti To Le Jata Hai Wo Jharne Par,
Pyasa Rehne Hi Nahi Deta Wo Mujhe Pal Bhar
Dil Ka Hamdard Wo, Dil Ka Hamdard
Bahot Hi Mera Charwaha Hai

Wo Khuda Hai,
Wo Mere Saath Sada Rahta Hai – 2

(2)
Dharm Ke Marg,
Pe Wo Chalata Hai Aage Aage, Aage Aage
Mai Toh Chalta Hun,
Sada Uske Hi Pichhe Pichhe, Pichhe Pichhe
Dukh Andhera Bhi Agar Ho To,
Mai Nahi Darta
Mushkilo Ki To Kabhi Fikr Mai Nahi Karta
Janta Hu Ke Wo, Janta Hun Ke
Madadgar Khuda Mera Hai

Wo Khuda Hai,
Wo Mere Saath Sada Rahta Hai – 2
Hausla Mera Wo, Hausla Mera
Musibat Mein Badha Deta Hai

Wo Khuda Hai,
Wo Mere Saath Sada Rahta Hai – 2

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: – Wo Khuda Hai
✍️Lyrics: – Anjaan Sagri
🎤Singer: – Kumar Sanu
🎼Album: – Khuda Ki Raah Mein

👇 See More Lyrics 👇

Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho Lyrics

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath Lyrics

Naya Naya Jeevan Mera Lyrics

Yeshu Teri Daya Se Lyrics

Yeshu Bula Raha Lyrics

Mere Khuda Mujhe Khushiyon Ke Darmiyan Rakhna Lyrics

Mera Yahowa Mere Sang Hai Lyrics

Rab Ki Hove Sanna Lyrics

Aawaz Aasman Pe Gunj Rahi Hai Ye Lyrics

Yeshu Tera Naam Sabse Uncha Hai Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Hum Parmeshwar Ke Adbhut Rachna Hain
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement