Le Ke Tera Naam Yeshu Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (29 votes)

Le Ke Tera Naam Yeshu Lyrics in Hindi

Le Ke Tera Naam Yeshu Lyrics
Le Ke Tera Naam Yeshu Lyrics

ले के तेरा नाम यीशु तेरा नाम

(कोरस)
ले के तेरा नाम यीशु तेरा नाम,
ले के तेरा नाम यीशु तेरा – 2

पाते हैं पापी क्षमा,
चलते हैं लंगड़े यहाँ – 2
बहरों के खुलते हैं कान,
रोगी रोगों से पाते आराम – 2

ले के तेरा नाम यीशु तेरा नाम,
ले के तेरा नाम यीशु तेरा – 2

(1)
लाज़र को तूने बुलाया,
चलके बाहर कबर से वो आया – 4
जिसके मुर्दे भी सुनते आवाज,
वो है यीशु नाम वो है यीशु नाम – 2

ले के तेरा नाम यीशु तेरा नाम,
ले के तेरा नाम यीशु तेरा – 2

(2)
गहरे पानी भी थम जाते हैं,
आंधी तूफां भी रुक जाते हैं – 4
जब यीशु उठाता है हाथ,
देख यीशु का हाथ हाँ यीशु का हाथ – 2

ले के तेरा नाम यीशु तेरा नाम,
ले के तेरा नाम यीशु तेरा – 2

(3)
जिस घर में यहोवा है रहता,
उस घर में शैतान घुस ना पाता – 4
उस घर में हो अमन अमान,
जिस घर में हो यीशु का नाम – 2

ले के तेरा नाम यीशु तेरा नाम,
ले के तेरा नाम यीशु तेरा – 2

Le Ke Tera Naam Yeshu Lyrics in English

Le Ke Tera Naam Yeshu

(Chorus)
Le Ke Tera Naam Yeshu Tera Naam,
Le Ke Tera Naam Yeshu Tera – 2

Pate Hai Papi Kshama,
Chalte Hai Langde Yahan – 2
Behron Ke Khulte Hai Kaan,
Rogi Rogon Se Pate Aaram – 2

Le Ke Tera Naam Yeshu Tera Naam,
Le Ke Tera Naam Yeshu Tera – 2

(1)
Lazar Ko Tune Bulaya,
Chalke Bahar Kabr Se Wo Aaya – 4
Jiske Murde Bhi Sunte Aawaz,
Wo Hai Yeshu Naam Wo Hai Yeshu Naam – 2

Le Ke Tera Naam Yeshu Tera Naam,
Le Ke Tera Naam Yeshu Tera – 2

(2)
Gehre Pani Bhi Tham Jate Hai,
Aandhi Tufan Bhi Ruk Jate Hai – 4
Jab Yeshu Uthata Hai Hath,
Dekh Yeshu Ka Hath Han Yeshu Ka Hath – 2

Le Ke Tera Naam Yeshu Tera Naam,
Le Ke Tera Naam Yeshu Tera – 2

(3)
Jis Ghar Mein Yahowa Hai Rehta,
Us Ghar Mein Shaitan Ghus Na Pata – 4
Us Ghar Mein Ho Aman Amaan,
Jis Ghar Mein Ho Yeshu Ka Naam – 2

Le Ke Tera Naam Yeshu Tera Naam,
Le Ke Tera Naam Yeshu Tera – 2

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: – Le Ke Tera Naam Yeshu
✍️Lyrics: – Aman Mehmi (UK)
🎤Singer: – Shamey Hans

👇 See More 👇

Ab Yeshu Ke Paas Jane Do Lyrics

Barish Ban Kar Aa Lyrics

Mere Dil Tu Na Hona Nirash Lyrics

Yeh Mat Kaho Khuda Se Lyrics

Mera Yeshu Masih Hai Khuda Lyrics

Tere Upyogi Patra Bana Lyrics

Tere Upkaro Ko Lyrics

Main Kewal Tujhse Prem Karun Lyrics

Tu Mat Dar Lyrics

Prabhu Yahowa Mera Charwaha Hai Lyrics

👇 Official Music Video 👇

YouTube player
This video is (study Purpose only)

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ka Pyaar Sacha Sukh Aur Shanti
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: God Ki Nazron Mein Aap Anmol
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: The Forgiveness of Sins in Christ
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Upwaas Aur Prarthana Ki Shakti
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement