Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji Lyrics

5/5 - (27 votes)

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji Lyrics in Hindi

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji Lyrics

तेरी महिमा गाने को प्रभु जी

(कोरस)
तेरी महिमा गाने को प्रभु जी,
जब से साज उठाया है – 2
सारे स्वरों में नाम तेरा – 2
निखर निखर आया है – 2

(1)
रचनाकार जीवन के तुम, उसकी हो परिभाषा – 2
अलौकिक सा ये जीवन मेरा – 2
तेरा है अभिलाषा – 2

तेरी महिमा गाने को प्रभु जी,
जब से साज उठाया है – 2
सारे स्वरों में नाम तेरा – 2
निखर निखर आया है – 2

(2)
मेरा ये जीवन अर्पण तुझको, मित्र तू मुझको बनाया है – 2
रात कयामत या दिन का उज्याला – 2
आँखों में तुझको बसाया है – 2

तेरी महिमा गाने को प्रभु जी,
जब से साज उठाया है – 2
सारे स्वरों में नाम तेरा – 2
निखर निखर आया है – 4

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji Lyrics in Hindi-English

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji

(Chorus)
Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji,
Jab Se Saaj Uthaya Hai – 2
Sare Swaron mein Naam Tera – 2
Nikhar Nikhar Aaya Hai – 2

(1)
Rachnakar Jeevan Ke Tum, Uski Ho Paribhasha – 2
Aloukik Sa Ye Jeevan Mera – 2
Tera Hai Abhilasha – 2

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji,
Jab Se Saaj Uthaya Hai – 2
Sare Swaron mein Naam Tera – 2
Nikhar Nikhar Aaya Hai – 2

(2)
Mera Ye Jeevan Arpan Tujhko, Mitra Tu Mujhko Banaya Hai – 2
Raat Qyamat Ya Din Ka Ujyala – 2
Aankho Mein Tujhko Basaya Hai – 2

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji,
Jab Se Saaj Uthaya Hai – 2
Sare Swaron mein Naam Tera – 2
Nikhar Nikhar Aaya Hai – 4

👇 See More 👇

Wo Sath Hai Wo Sath Hai Sath Hai Mera Khuda Lyrics

Sab Namo Me Uncha Hai Yeshu Naam Lyrics

Aasman Har Pal Karta Tarif Teri Lyrics

Aye Khuda Tere Aur Kareeb Lyrics

Aaradhna Ke Yogy Tu Hai Lyrics

Aaradhna Stuti Ho Yeshu Ji Teri Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Hum Parmeshwar Ke Adbhut Rachna Hain
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Antim Samay Mein Vishwas Ki Pariksha
Amazon Product
Recommended Product

Check Latest Price

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.