Tere Anugrah Ke Chhanv Mein Lyrics in Hindi

तेरे अनुग्रह के छाँव में
(कोरस)
तेरे अनुग्रह के छाँव में,
जीवन पाता हूँ मैं – 2
(पूर्व-कोरस 1)
मेरे प्रभु, प्यारे मसीहा,
तुझे बुलाता हूँ मैं – 2
(कोरस)
तेरे अनुग्रह के छाँव में,
जीवन पाता हूँ मैं – 2
(श्लोक 1)
तेरे ही महिमा के गीत प्रभु,
हर दिन मैं गाता रहूँ,
तेरी ही स्तुति प्रशंसा प्रभु,
हर पल मैं करता रहूँ – 2
(पूर्व-कोरस 2)
आजा प्रभु, तन मन में मेरे,
तुझको पुकारता हूँ मैं – 2
(कोरस)
तेरे अनुग्रह के छाँव में,
जीवन पाता हूँ मैं – 2
(श्लोक 2)
मैं प्यासा हूँ तेरा मसीहा मेरे,
आ मेरी प्यास बुझा दे प्रभु,
भर जाऊँ मैं तेरी आत्मा से,
मैं तेरी सच्ची गवाही बनूँ – 2
(पूर्व-कोरस 3)
आ भर दे मुझे, तेरे सामर्थ से,
तेरी ओर निहारता हूँ मैं – 2
(कोरस)
तेरे अनुग्रह के छाँव में,
जीवन पाता हूँ मैं – 2
(पूर्व-कोरस 1)
मेरे प्रभु, प्यारे मसीहा,
तुझे बुलाता हूँ मैं – 2
(कोरस)
तेरे अनुग्रह के छाँव में,
जीवन पाता हूँ मैं – 2
जीवन पाता हूँ मैं – 2
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein Lyrics in English
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein
(Chorus)
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein,
Jeevan Paata Hoon Main – 2
(Pre-Chorus 1)
Mere Prabhu, Pyaare Masiha,
Tujhe Bulata Hoon Main – 2
(Chorus)
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein,
Jeevan Paata Hoon Main – 2
(Verse 1)
Tere Hi Mahima Ke Geet Prabhu,
Har Din Main Gaata Rahun,
Teri Hi Stuti Prashansa Prabhu,
Har Pal Main Karta Rahun – 2
(Pre-Chorus 2)
Aaja Parbhu, Tan Man Mein Mere,
Tujhko Pukarta Hoon Main – 2
(Chorus)
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein,
Jeevan Paata Hoon Main – 2
(Verse 2)
Main Pyasaa Hoon Tera Masiha Mere,
Aa Meri Pyaas Bujha De Prabhu,
Bhar Jaun Main Teri Aatma Se,
Main Teri Sacchi Gawahi Banoon – 2
(Pre-Chorus 3)
Aa Bhar De Mujhe, Tere Samarth Se,
Teri Or Niharta Hoon Main – 2
(Chorus)
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein,
Jeevan Paata Hoon Main – 2
(Pre-Chorus 1)
Mere Prabhu, Pyaare Masiha,
Tujhe Bulata Hoon Main – 2
(Chorus)
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein,
Jeevan Paata Hoon Main – 2
Jeevan Paata Hoon Main – 2
💖 Song Credits: 💖
🎶Song: – Tere Anugrah Ke Chhanv Mein
✍️Lyrics: – Bharat Yadav
🎤Singer: – Bharat Yadav
🧾Year: – 03.01.2023
▶️ YouTube: – Aatmik Geet
👇 See More 👇
Tere Dar Pe Main Aayi Hu Leke Dua Lyrics
Yeshu Tera Naam Sabse Uncha Hai Lyrics
Katra Katra Behta Chala Lyrics
Karta Samarpan Jeevan Mera lyrics
Param Pavitra Triyek Parmeshwar Aa Lyrics
Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe Lyrics
Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa Lyrics
Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics
👇 Video Song 👇
🙌 God Bless You 🙌

$2,119
Buy on AmazonFounder & Editor
Jai Masih Ki ✝ Mera Naam Aalok Kumar Hai. Es Blog Me Mai Aapko Bible Se Related Content Dunga Aur Masih Song Ka Lyrics Bhi Provide Karunga. Thanks For Visiting











