Mere Dil Ki Tamanna Hai Jesus Song Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
4.9/5 (26 votes)

Mere Dil Ki Tamanna Hai Jesus Song Lyrics in Hindi

Mere Dil Ki Tamanna Hai Jesus Song Lyrics
Mere Dil Ki Tamanna Hai Jesus Song Lyrics

मेरे दिल की तमन्ना है

(कोरस)

मेरे दिल की तमन्ना है, कि तुझमे डुब जाऊँ मैं – 2
तुझे दिल में बसालूँ और, ये दुनिया भुल जाऊँ मैं – 2
यीशु आ, यीशु आ, यीशु आ, मैं तुझमे डूब जाना चाहूँ यीशु आ – 2

(1)
आ मेरी रूह को छूले तू, आ मेरा दिल बदल दे तू – 2
तेरे नजदीक आने दे, मैं तुझको छूना चाहता हूँ – 2
मेरी साँसों में तू – ही – तू, मेरी आँखों में तू – ही – तू – 2

यीशु आ, यीशु आ, यीशु आ, मैं तुझमे डूब जाना चाहूँ यीशु आ
मेरे दिल की तमन्ना है, कि तुझमे डुब जाऊँ मैं
तुझे दिल में बसालूँ और, ये दुनिया भुल जाऊँ मैं

(2)
मेरी उम्मीद तुझमें है, मेरा अरमान भी है तू – 2
तुझे दिल से पुकारूँ मैं, मेरी फ़रियाद सुन ले तू – 2
मेरी बातों में तू – ही – तू, मेरी आँखों में तू – ही -तू – 2

यीशु आ, यीशु आ, यीशु आ, मैं तुझमे डूब जाना चाहूँ यीशु आ
मेरे दिल की तमन्ना है, कि तुझमे डुब जाऊँ मैं
तुझे दिल में बसालूँ और, ये दुनिया भुल जाऊँ मैं

Mere Dil Ki Tamanna Hai Jesus Song Lyrics in English

Mere Dil Ki Tamanna Hai

(Chorus)

Mere dil ki tamanna hai, ki tujhme doob jaun main – 2
Tujhe dil me basa loon aur, ye duniya bhul jaun main – 2
Yeshu aa, yeshu aa, yeshu aa, main tujhme doob jana chahun yeshu aa – 2

(1)
Aa meri rooh ko chu le tu, aa mera dil badlde tu – 2
Tere najdik aane de, main tujhko chhuna chahta hun – 2
meri sanshon me tu – hi – tu, meri aankho me tu – hi – tu – 2

Yeshu aa, yeshu aa, yeshu aa, main tujhme doob jana chahun yeshu aa
Mere dil ki tamanna hai, ki tujhme doob jaun main
Tujhe dil me basa loon aur, ye duniya bhul jaun main

(2)
Meri ummid tujhse hai, mera arman bhi hai tu – 2
Tujhe dil se pukarun main, meri fariyad sun le tu – 2
Meri baton me tu – hi – tu, meri aankhon me tu – hi – tu – 2

Yeshu aa, yeshu aa, yeshu aa, main tujhme doob jana chahun yeshu aa
Mere dil ki tamanna hai, ki tujhme doob jaun main
Tujhe dil me basa loon aur, ye duniya bhul jaun main

💖 Song Credits: 💖

💝Song – Mere dil ki tamanna hai
🎤Singer – Ashley Joseph

👇 See More 👇

Tera Swagat Main Karta Hoon Yeshu Lyrics

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Prabhu Tere Naam Ki Jai Ho Lyrics

anmol vachan tera prabhu lyrics

Teri Stuti Mai Karun Aaradhna Karun Lyrics

Susamachar For You

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 10 Bible Verses about Parmeshwar Ki Buddhi
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement