Jeevan Ki Khoj Me Nikla Re Lyrics

5/5 - (3 votes)

Jeevan Ki Khoj Me Nikla Re Lyrics in Hindi

Jeevan Ki Khoj Me Nikla Re Lyrics
Jeevan Ki Khoj Me Nikla Re Lyrics

जीवन की खोज में निकला रे

(कोरस)
जीवन की खोज में निकला रे – 3
यीशु पाया यीशु पाया,
यीशु पाया यीशु पाया

मार्ग पाया, सत्य पाया,
जीवन पाया रे – 4
ओ साथी रे साथी रे,
अए बंधु रे बंधु रे

(1)
इस दुनियां में घोर अंधेरा,
शैतान ने हैं डाला डेरा – 2
सबके मन को इसने घेरा,
सबके मन को उसने घेरा
ओ निकला उजियारे की खोज में – 3
यीशु पाया यीशु पाया,
यीशु पाया यीशु पाया

मार्ग पाया, सत्य पाया,
जीवन पाया रे – 4
ओ साथी रे बंधु रे
अए बंधु रे साथी रे

(2)
हो मन के अंदर पाप की नगरी,
भर्ती जाए कर्म की गगरी – 2
कौन उतारे भव सागर से,
मेरी प्यासी अखियां तरसे
निकला छुटकारे की खोज में – 3
यीशु पाया यीशु पाया,
यीशु पाया यीशु पाया

मार्ग पाया, सत्य पाया,
जीवन पाया रे – 4
ओ साथी रे बंधु रे
अए बंधु रे साथी रे

सुनो रे सुनो रे खुशखबरी,
खुशखबरी जीवन की
ओ मांझी रे मांझी रे,
ओ बंधु रे बंधु रे,
ओ साथी रे साथी रे

मांझी रे मांझी रे,
बंधु रे बंधु रे,
साथी रे साथी रे,
साथी रे साथी रे,
ओ साथी रे साथी रे

See also  Mujhe Sambhalne Wala Lyrics

Aaradhna Stuti Aaradhna Lyrics

Tum Hi Ho Mera Parmeshwar Lyrics

Aadar Aur Jalwa Mahima Mile Lyrics

Rogo Se Changai Lyrics

Main Tere Aage Aap Chalunga Lyrics

Jeevan Ki Khoj Me Nikla Re Lyrics in English

Jeevan Ki Khoj Me Nikla Re

(Chorus)
Jeevan Ki Khoj Me Nikla Re – 3
Yeshu Paya Yeshu Paya,
Yeshu Paya Yeshu Paya

Marg Paya, Satya Paya,
Jeevan Paya Re – 4
O Sathi Re, Sathi Re,
Aye Bandhu Re, Bandhu Re

(1)
Is Duniya Me Ghor Andhera,
Shaitan Ne Hai Dala Dera – 2
Sabke Man Ko Isne Ghera,
Sabke Man Ko Usne Ghera
O Nikla Ujiyare Ki Khoj Me – 3
Yeshu Paya Yeshu Paya,
Yeshu Paya Yeshu Paya

Marg Paya, Satya Paya,
Jeewan Paya Re – 4
O Sathi Re Bandhu Re,
Aye Bandhu Re, Sathi Re

(2)
Ho Man Ke Andar Pap Ki Nagri,
Bharti Jaye Karm Ki Gaghri – 2
Kaun Utare Bhav Sagar Se,
Meri Pyasi Akhiyan Tarse
Nikla Chutkare Ki Khoj Me – 3
Yeshu Paya Yeshu Paya,
Yeshu Paya Yeshu Paya

Marg Paya, Satya Paya,
Jeevan Paya Re – 4
O Sathi Re Bandhu Re,
Aye Bandhu Re, Sathi Re

Suno Re Suno Re Khushkhabri,
Khushkhabri Jeevan Ki
O Manjhi Re Manjhi Re,
O Bandhu Re Bandhu Re,
O Sathi Re Sathi Re

See also  Tere Lahu Se Paap Dhota Hun lyrics

Manjhi Re Manjhi Re,
Bandhu Re Bandhu Re,
Sathi Re Sathi Re,
Sathi Re Sathi Re,
O Sathi Re Sathi Re

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: Yeshu Paya Re
✍️Lyrics: – Anil Kant
🎤Singer: – Anil Kant

👇 See More Lyrics 👇

Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho Lyrics

Rajaon Ka Raja Lyrics

Dekh Tere Dehleez Par Yeshu Khada Hai Lyrics

Ho Teri Stuti Aur Aaradhna Lyrics

Jay Jaykar Mai Karav Prabhu Yeshu Ke Mahima La Lyrics

👇 Music Video 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Yeshu Ke Peeche Chalna Sacha Anand
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ki Iccha Kaise Samjhein
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 10 Bible Verses about Namrata aur Sewa
Jeevan Ki Khoj Me Nikla Re Lyrics
ESV, Thompson Chain-Reference Bible, Large Print, Leathersoft, Black, Red Letter, Thumb Indexed

Check Price

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

×
Daily Bible Verse

Subscribe for Newsletter

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.