Bolo Aisa Ki Jivan Mile Kaho Aisa Ki Jivan Bahe Lyrics in Hindi

बोलो एैसा कि जीवन मिले कहो एैसा कि जीवन बहे
(कोरस)
बोलो एैसा कि जीवन मिले,
कहो एैसा कि जीवन बहे – 2
तेरी बोली तेरी भाषा का,
देना होगा तुझको लेखा,
बोलो एैसा कि जीवन मिले,
कहो एैसा कि जीवन बहे ।
(1)
सलोना हो वचन तुम्हारा,
जैसा हो शब्द यहोवा का – 2
क्योंकि धन्य है ओ मनुष्य,
जो दुष्टों कि युक्ति पर चलता नहीं,
ठट्ठा करने वालों कि मंडली में,
जो मनुष्य बैठता ही नहीं
बोलो एैसा कि जीवन मिले,
कहो एैसा कि जीवन बहे
(2)
सुहानी हो बातें तुम्हारी,
सत्य, पवित्र, मन भावनी – 2
क्योंकि सच्चाई कि बातें सदा,
जीवन प्रदान करती है,
और पवित्र बातें ही सदा,
शांति समृद्धि देती है
बोलो एैसा कि जीवन मिले,
कहो एैसा कि जीवन बहे
तेरी बोली तेरी भाषा का,
देना होगा तुझको लेखा,
बोलो एैसा कि जीवन मिले,
कहो एैसा कि जीवन बहे ।
Bolo Aisa Ki Jivan Mile Kaho Aisa Ki Jivan Bahe Lyrics in Hindi-English
Bolo Aisa Ki Jivan Mile Kaho aisa Ki Jivan Bahe
(Chorus)
Bolo Aisa Ki Jivan Mile,
Kaho Aisa Ki Jivan Bahe – 2
Teri Boli Teri Bhasa Ka,
Dena Hoga Tujhko Lekha,
Bolo Aisa Ki Jivan Mile,
Kaho Aisa Ki Jivan Bahe.
(1)
Salona Ho Vachan Tumhara,
Jaisa Ho Sabd Yahowa Ka – 2
Kyonki Dhanya Hai Wo Manushya,
Jo Duston Ki Ukti Par Chalta Nahi,
Thattha Karne Walon Ki Mandali Mein,
Jo Manushya Baithta Hi Nahi
Bolo Aisa Ki Jivan Mile,
Kaho Aisa Ki Jivan Bahe
(2)
Suhani Ho Batein Tumhari,
Saty, Pavitra, Man Bhawni – 2
Kyonki Sacchai Ki Batein Sada,
Jivan Pradan Karti Hai,
Aur Pavitra Batein Hi Sada,
Shanti Samriddhi Deti Hai
Bolo Aisa Ki Jivan Mile,
Kaho Aisa Ki Jivan Bahe – 2
Teri Boli Teri Bhasa Ka,
Dena Hoga Tujhko Lekha,
Bolo Aisa Ki Jivan Mile,
Kaho Aisa Ki Jivan Bahe.
👇 See More 👇
Tera Swagat Main Karta Hoon Yeshu Lyrics
Teri Stuti Mai Karun Aaradhna Karun Lyrics
Jai Ho Jai Ho Jai Ho Prabhu Tere Naam Ki Jai Ho Lyrics
🙌 God Bless You 🙌
Founder & Editor
Jai Masih Ki ✝ Mera Naam Aalok Tandan Hai. Es Blog Me Mai Aapko Bible Se Related Content Dunga Aur Masih Song Ka Lyrics Bhi Provide Karunga. Thanks For Visiting
4 thoughts on “Bolo Aisa Ki Jivan Mile Kaho Aisa Ki Jivan Bahe Lyrics”