Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
4.8/5 (22 votes)

Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai Lyrics in Hindi

Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai Lyrics

बादलों पर मेरा यीशु आने वाला है

(कोरस)
बादलों पर मेरा यीशु आने वाला है,
महिमा मे सावर्गदूतों के संग आने वाला है – 2
एक दिन यीशु आएगा न्याय करने आएगा – 2

(1)
तेरी सेवा तेरा दिखावा काम न आएगी,
ये सब दुनिया दारी तेरे साथ न जाएगी – 2
नाम की सेवा प्यारे तेरे काम न आएंगे – 2

बादलों पर मेरा यीशु आने वाला है,
महिमा मे सावर्गदूतों के संग आने वाला है – 2
एक दिन यीशु आएगा न्याय करने आएगा – 2

(2)
पहले खुद अपना क्रूस उठाओ तुम,
प्रार्थना मे प्रति दिन जीवन बिताओ तुम – 2
सेवा प्रभु की है व्यापार ना बनाना – 2

बादलों पर मेरा यीशु आने वाला है,
महिमा मे सावर्गदूतों के संग आने वाला है – 2
एक दिन यीशु आएगा न्याय करने आएगा – 2

(3)
पहचान के यीशु को क्यों तू भूल गया है,
सेवा यीशु की करना क्यों भूल गया है – 2
वक्त अभी भी है यीशु बुलाता है – 2

बादलों पर मेरा यीशु आने वाला है,
महिमा मे सावर्गदूतों के संग आने वाला है – 2
एक दिन यीशु आएगा न्याय करने आएगा – 4

Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai Lyrics in English

Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai

(Chorus)
Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai,
Mahima Me Sawrgduto Ke Sang Aane Wala Hai – 2
Ek Din Yeshu Aayega Nyay Karne Aayega – 2

(1)
Teri Seva Tera Dikhawa Kaam Na Aayegi,
Ye Sab Duniya Dari Tere Sath Na Jayegi – 2
Naam Ki Seva Pyare Tere Kam Na Aayenge – 2

Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai,
Mahima Me Sawrgduto Ke Sang Aane Wala Hai – 2
Ek Din Yeshu Aayega Nyay Karne Aayega – 2

(2)
Pahle Khud Apna Krus Uthao Tum,
Prarthna Me Prati Din Jeevan Bitao Tum – 2
Seva Prabhu Ki Hai Vypar Na Banana – 2

Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai,
Mahima Me Sawrgduto Ke Sang Aane Wala Hai – 2
Ek Din Yeshu Aayega Nyay Karne Aayega – 2

(3)
Pahchan Ke Yeshu Ko Kyon Tu Bhul Gaya Hai,
Seva Yeshu Ki Karna Kyon Bhul Gaya Hai – 2
Waqt Abhi Bhi Hai Yeshu Bulata Hai – 2

Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai,
Mahima Me Sawrgduto Ke Sang Aane Wala Hai – 2
Ek Din Yeshu Aayega Nyay Karne Aayega – 4

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai

👇 See More 👇

Pavitra Aatma Aa Mere Jeevan Me Aa Lyrics

Tai Ha Aasha Jhan Chhod Lyrics

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji Lyrics

Wo Sath Hai Wo Sath Hai Sath Hai Mera Khuda Lyrics

Sab Namo Me Uncha Hai Yeshu Naam Lyrics

Aasman Har Pal Karta Tarif Teri Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 20 Bible Verses about Pariksha Aur Us Par Vijay
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ka Atuut Prem Jeevan Ki Aasha
✨ Song Fact / Meaning: यह गीत यीशु मसीह के दूसरे आगमन की आशा पर आधारित है। बाइबिल बताती है कि यीशु ‘बादलों पर’ स्वर्गदूतों के साथ वापस आएगा, जैसे वह स्वर्ग गया था, ताकि वह न्याय करे और अपने लोगों को अपने साथ ले जाए (Acts 1:11, Revelation 1:7).
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

7 thoughts on “Badalo Par Mera Yeshu Aane Wala Hai Lyrics”

  1. I know a lot of folks whom I think would really enjoy your content that covers in depth. I just hope you wouldn’t mind if I share your blog to our community. Thanks, and feel free to surf my website Webemail24 for content about Anime.

    Reply

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement