Rooh Pyasi Hai Lyrics in Hindi

रूह प्यासी है
[Chorus]
रूह प्यासी है,
मेरा मन प्यासा – 2
प्यासी है मेरी आँखें – 2
यीशु तेरे लिए – 2
रूह प्यासी है,
मेरा मन प्यासा।
[Verse 1]
हर वक्त ख्यालों में,
तेरी यादें रहती है,
मेरी होंठों पर यीशु,
तेरी बातें रहती है – 2
तेरी बातें रहती है – 2
[Chorus]
रूह प्यासी है,
मेरा मन प्यासा।
[Verse 2]
होंठों पे नगमे है,
तेरी असली चाहत के,
इस दिल में डेरे है,
तेरी अबदी राहत के – 2
तेरी अबदी राहत के – 2
[Chorus]
रूह प्यासी है,
मेरा मन प्यासा।
[Verse 3]
तेरी कुर्बत में यीसु,
मैं वक्त गुजरूँगा,
तुझ पे मैं अपनी जान,
और दिल ये वारूँगा – 2
और दिल ये वारूँगा – 2
[Chorus]
रूह प्यासी है,
मेरा मन प्यासा।
प्यासी है मेरी आँखें,
यीशु तेरे लिए, लिए।
Rooh Pyasi Hai Lyrics in English
Rooh Pyasi Hai Lyrics
[Chorus]
Rooh Pyasi Hai,
Mera Man Pyasa – 2
Pyasi Hai Meri Ankhein – 2
Yeshu Tere Liye – 2
Rooh Pyasi Hai,
Mera Man Pyasa.
[Verse 1]
Har Waqt Khayalon Mein,
Teri Yaadein Rehti Hai,
Meri Hothon Par Yeshu,
Teri Baatein Rehti Hai – 2
Teri Baatein Rehti Hai – 2
[Chorus]
Rooh Pyasi Hai,
Mera Man Pyasa.
[Verse 2]
Hothon Pe Nagme Hai,
Teri Asli Chahat Ke,
Is Dil Mein Dere Hai,
Teri Abdi Rahat Ke – 2
Teri Abdi Rahat Ke – 2
[Chorus]
Rooh Pyasi Hai,
Mera Man Pyasa.
[Verse 3]
Teri Kurbat Mein Yeshu,
Main Waqt Gujarunga,
Tujh Pe Main Apni Jaan,
Aur Dil Ye Varunga – 2
Aur Dil Ye Varunga – 2
[Chorus]
Rooh Pyasi Hai,
Mera Man Pyasa.
Pyasi Hai Meri Ankhein,
Yeshu Tere Liye, Liye.
👇 Video Song 👇
💖 Song Credits: 💖
💝Song: – Rooh Pyasi Hai
✍️Lyrics: – Faraz K Bhatti
🎤Singer: – Pari Hans & Amir Nasim
🧾Year: – 29-08-2025
👇 See More Lyrics👇
Tere Siva Yahan Pe Kaun Mera Lyrics
Pavitra Aatma Mujhme Samaja Lyrics
Jab Aatma Prabhu Ka Mandlayega Lyrics
🙌 God Bless You 🙌
Founder & Editor
Jai Masih Ki ✝ Mera Naam Aalok Kumar Hai. Es Blog Me Mai Aapko Bible Se Related Content Dunga Aur Masih Song Ka Lyrics Bhi Provide Karunga. Thanks For Visiting





