Karta Hu Mai Teri Chinta Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (4 votes)

Karta Hu Mai Teri Chinta Lyrics in Hindi

Karta Hu Mai Teri Chinta Lyrics
Karta Hu Mai Teri Chinta Lyrics

करता हूँ मैं तेरी चिंता

(कोरस)
करता हूँ मैं तेरी चिंता,
तू क्यूं चिंता करता हैं – 2
आंसुओं के घाटियों में,
साथ न छोडूंगा तेरा – 2

(1)
मेरी महिमा तू देखेगा,
खुद को मेरे हाथों में देदे – 2
मेरी शक्ति मैं तुझको देता हूं,
चलाऊंगा हर दम मेरी कृपा में – 2

करता हूँ मैं तेरी चिंता,
तू क्यूं चिंता करता हैं
आंसुओं के घाटियों में,
साथ न छोडूंगा तेरा – 2

(2)
सभी तुझको भूलेंगे तो भी,
क्या मैं तुझको भूलूंगा कभी – 2
अपने हाथों में तुझको उठाकर,
चलाऊंगा हर दम इस जहां में – 2

करता हूँ मैं तेरी चिंता,
तू क्यूं चिंता करता हैं
आंसुओं के घाटियों में,
साथ न छोडूंगा तेरा – 2

(3)
अब्राहम का मैं परमेश्वर हूँ,
अद्भुत कार्य क्यूं ना करूंगा – 2
लाल सागर ने रास्ता दिया,
आज भी मैं करने के योग्य हूँ – 2

करता हूँ मैं तेरी चिंता,
तू क्यूं चिंता करता हैं
आंसुओं के घाटियों में,
साथ न छोडूंगा तेरा – 2

Karta Hu Mai Teri Chinta Lyrics in English

Karta Hu Mai Teri Chinta

(Chorus)
Karta Hu Mai Teri Chinta,
Tu Kyun Chinta Karta Hai – 2
Aasuon Ke Ghatiyon Me,
Sath Na Chodunga Tera – 2

(1)
Meri Mahima Tu Dekhega,
Khud Ko Mere Hathon Me Dede – 2
Meri Shakti Mai Tujhko Deta Hu,
Chalaunga Har Dam Meri Kripa Me – 2

Karta Hu Mai Teri Chinta,
Tu Kyun Chinta Karta Hai
Aasuon Ke Ghatiyon Me,
Sath Na Chodunga Tera – 2

(2)
Sabhi Tujhko Bhulenge To Bhi,
Kya Mai Tujhko Bhulunga Kabhi – 2
Apne Hathon Me Tujhko Uthakar,
Chalaunga Har Dam Is Jahan Me – 2

Karta Hu Mai Teri Chinta,
Tu Kyun Chinta Karta Hai
Aasuo Ke Ghatiyon Me,
Sath Na Chodunga Tera – 2

(3)
Abraham Ka Mai Parmeshwar Hu,
Adbhut Karya Kyun Na Karunga – 2
Laal Sagar Ne Rasta Diya,
Aaj Bhi Mai Karne Ke Yogya Hu – 2

Karta Hu Mai Teri Chinta,
Tu Kyun Chinta Karta Hai
Aasuo Ke Ghatiyon Me,
Sath Na Chodunga Tera – 2

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: – Karta Hu Mai Teri Chinta
✍️Lyrics: –
🎤Singer: –
🎼Album: –

👇 See More Lyrics 👇

Pyasa Hiran Jaise Dhundhe Hai Jal Ko Lyrics

Tere Dil Ke Dwar Par Lyrics

Aaradhna Karun Lyrics

Mera Jeevan Badal Gaya Lyrics

Yeshu Masih Deta Khushi Lyrics

Yeshu Ne Shaitan Ko Lyrics

Yeshu Ne Apna Khoon Baha Ke Lyrics

Yeshu Tera Naam Hai Kitna Sundar Lyrics

Yeshu Ka Darbar Lyrics

He Mere Man Yahova Ko Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ka Suraksha Kavach
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Gods Tender Voice in the Wilderness
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Aatmik Safalta Ke Liye Masih Mein Breakthrough
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: bible verses for encouragement
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Kadmon Ko Prabhu Sambhalta Hai
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ka Anant Prem Jeevan Ka Sahara
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Jab Prabhu Kahe Daro Mat
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement