Yeshu Ka Darbar Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (8 votes)

Yeshu Ka Darbar Lyrics in Hindi

Yeshu Ka Darbar Lyrics
Yeshu Ka Darbar Lyrics

यीशु का दरबार

(कोरस)
यीशु का दरबार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 2
प्यारा लगत हैं दुलारा लगत हैं – 2
यीशु का दरबार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 4

(1)
तेरे दरबार मसीह कौन कौन आए – 2
धर्म के भूखे गुनहगार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 2

यीशु का दरबार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 2

(2)
तेरे दरबार मसीह कौन कौन बैठे – 2
पंडित और मूरख गवार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 2

यीशु का दरबार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 2

(3)
तेरे दरबार मसीह हम सब हैं आए – 2
सुन लो प्रभु जी पुकार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 2

यीशु का दरबार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 2

(4)
तेरे दरबार मसीह क्या क्या मिलत हैं – 2
मुक्ति और शांति आपार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 2

यीशु का दरबार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 2

(5)
सुन कर के हमरा गाना बजाना – 2
शैतान को आया बुखार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 2

यीशु का दरबार रे,
हमें प्यारा लगत हैं – 4

Yeshu ka Darbar Lyrics in English

Yeshu ka Darbar

(Chorus)
Yeshu ka Darbar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 2
Pyara Lagat Hai Dulara Lagat Hai – 2
Yeshu ka Darbar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 4

(1)
Tere Darbar Masih Kaun Kaun Aaye – 2
Dharm Ke Bhukhe Gunehgar Re,
Hame Pyara Lagat Hai -2

Yeshu ka Darbar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 2

(2)
Tere Darbar Masih Kaun Kaun Baithe – 2
Pandit Aur Murakh Gawar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 2

Yeshu ka Darbar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 2

(3)
Tere Darbar Masih Ham Sab Hai Aaye – 2
Soon Lo Prabhu Ji Pukaar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 2

Yeshu ka Darbar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 2

(4)
Tere Darbar Masih Kya Kya Milat Hai – 2
Mukti Aur Shanti Aapar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 2

Yeshu ka Darbar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 2

(5)
Soon Kar Ke Hamra Gana Bajana – 2
Saitan Ko Aaya Bukhar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 2

Yeshu ka Darbar Re,
Hame Pyara Lagat Hai – 4

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: – Yeshu ka Darbar
✍️Lyrics: –
🎤Singer: – Br. Ashok Martin
🎼Album: –

👇 See More Lyrics 👇

He Mere Man Yahova Ko Lyrics

Pawan Hai Wo Prabhu Hamara Lyrics

Sukun Milta Hai Yeshu Naam Se Lyrics

Yeshu Hai Sachcha Gadariya Lyrics

Wo Khuda Hai Lyrics

Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho Lyrics

Rajadhi Raja Mahima Ke Saath Lyrics

Naya Naya Jeevan Mera Lyrics

Yeshu Teri Daya Se Lyrics

Yeshu Bula Raha Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Pavitra Aatma Ki Shakti Kaise Paayein
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Vishwas Se Chalna Masih Jeevan Ki Kunji
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Maafi Ka Divya Upchar
📖 Naya Sandesh Padhein: Parmeshwar Ka Atulniya Prem
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement