Mahima Ho Teri Lyrics

5/5 - (7 votes)

Mahima Ho Teri Lyrics in Hindi

Mahima Ho Teri Lyrics
Mahima Ho Teri Lyrics

महिमा हो तेरी

(1)
करते है तेरी हम स्तुति,
हृदय की गहराइयों से – 2
यीशु तू ही है,
तू ही है हमारा प्रभु – 2

(कोरस)
महिमा हो तेरी,
महिमा हो तेरी – 2

(2)
आत्मा और सच्चाई से,
तेरी आराधना करें – 2
ऊंचा और ऊंचा,
सबसे ऊंचा रहे तेरा नाम – 2

महिमा हो तेरी,
महिमा हो तेरी – 2

(1)
करते है तेरी हम स्तुति,
हृदय की गहराइयों से – 2
यीशु तू ही है,
तू ही है हमारा प्रभु – 2

महिमा हो तेरी,
महिमा हो तेरी – 3

Mahima Ho Teri Lyrics in English

Mahima Ho Teri

(1)
Karte Hai Teri Hum Stuti,
Hriday Ki Gehraiyon Se – 2
Yeshu Tu Hi Hai,
Tu Hi Hai Hamara Prabhu – 2

(Chorus)
Mahima Ho Teri,
Mahima Ho Teri – 2

(2)
Aatma Aur Sachchayi Se,
Teri Aaradhna Kare – 2
Uncha Aur Uncha,
Sabse Uncha Rahe Tera Naam – 2

Mahima Ho Teri,
Mahima Ho Teri – 2

(1)
Karte Hai Teri Hum Stuti,
Hriday Ki Gehraiyon Se – 2
Yeshu Tu Hi Hai,
Tu Hi Hai Hamara Prabhu – 2

Mahima Ho Teri,
Mahima Ho Teri – 3

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: Mahima Ho Teri

👇 See More 👇

Tere Anugrah Ke Chhanv Mein Lyrics

Tere Dar Pe Main Aayi Hu Leke Dua Lyrics

Yeshu Tera Naam Sabse Uncha Hai Lyrics

Ibadat Karo Lyrics

Katra Katra Behta Chala Lyrics

Karta Samarpan Jeevan Mera lyrics

Param Pavitra Triyek Parmeshwar Aa Lyrics

Apne Lahu Me Chhupalo Yeshu Ji Mujhe Lyrics

Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa Lyrics

Tu Bade Main Ghatu Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Yeshu Masih Jaisa Jeevan Kaise Jiyein
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Shaant Mann Vishwas Mein Shakti Payein
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Pavitra Aatma Ki Shakti Margdarshan
✨ Song Fact / Meaning: Yeh geet John 4:23-24 se prerit hai, jahan Yeshu kehte hain ki sacche upasak aatma aur sachchai se Parmeshwar ki aradhna karenge. Yeh batata hai ki upashna hriday aur aatma se ki jani chahiye, na ki keval rasmon se.
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.