Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa Lyrics

5/5 - (12 votes)

Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa Lyrics In Hindi

Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa Lyrics
Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa Lyrics

रूहे पाक खुदावंद आ तू आ

(कोरस)
रूहे पाक खुदावंद आ तू आ,
जान जिसम और रूह में तू बस जा – 2
आ~आ~आ~ रूह आ,
आ~आ~आ~ रूह आ
रूह आ रूह आ – 2

रूहे पाक खुदावंद आ तू आ,
जान जिसम और रूह में तू बस जा – 2

(1)
रूह के शोले लपक लपक जब आते हैं,
बंधन सारे टूट के गिरते जाते हैं – 2
आ~आ~आ~ रूह आ,
आ~आ~आ~ रूह आ
रूह आ रूह आ – 2

रूहे पाक खुदावंद आ तू आ,
जान जिसम और रूह में तू बस जा – 2

(2)
बारिश होगी रूहे पाक के बादल से,
धूल जायेंगे मैल मन भी अंदर से – 2
आ~आ~आ~ रूह आ,
आ~आ~आ~ रूह आ
रूह आ रूह आ – 2

रूहे पाक खुदावंद आ तू आ,
जान जिसम और रूह में तू बस जा – 2

(3)
रूह के सूरत में यीशु अब आएगा,
तहस नहस होगा शैतान गिर जायेगा – 2
आ~आ~आ~ रूह आ,
आ~आ~आ~ रूह आ
रूह आ रूह आ – 2

रूहे पाक खुदावंद आ तू आ,
जान जिसम और रूह में तू बस जा – 2
आ~आ~आ~ रूह आ,
आ~आ~आ~ रूह आ
रूह आ रूह आ – 4

Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa Lyrics in English

Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa 

(Chorus)
Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa,
Jaan Jism Aur Rooh Mein Tu Bas Jaa – 2
Aa~Aa~Aa Rooh Aa,
Aa~Aa~Aa Rooh Aa
Rooh Aa Rooh Aa – 2

Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa,
Jaan Jism Aur Rooh Mein Tu Bas Jaa – 2

(1)
Rooh Ke Sholey Lapak Lapak Jab Aate Hai,
Bandhan Sare Tut Ke Girte Jate Hai – 2
Aa~Aa~Aa Rooh Aa,
Aa~Aa~Aa Rooh Aa
Rooh Aa Rooh Aa – 2

Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa,
Jaan Jism Aur Rooh Mein Tu Bas Jaa – 2

(2)
Barish Hogi Roohe Paak Ke Badal Se,
Dhul Jayenge Mail Man Bhi Andar Se – 2
Aa~Aa~Aa Rooh Aa,
Aa~Aa~Aa Rooh Aa
Rooh Aa Rooh Aa – 2

Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa,
Jaan Jism Aur Rooh Mein Tu Bas Jaa – 2

(3)
Rooh Ke Surat Me Yashu Jab Aayega,
Tahas Nahas Hoga Shaitan Gir Jayega – 2
Aa~Aa~Aa Rooh Aa,
Aa~Aa~Aa Rooh Aa
Rooh Aa Rooh Aa – 2

Rooh E Paak Khudawand Aa Tu Aa,
Jaan Jism Aur Rooh Mein Tu Bas Jaa – 2
Aa~Aa~Aa Rooh Aa,
Aa~Aa~Aa Rooh Aa
Rooh Aa Rooh Aa – 4

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: Ruhe Paak Khudawan Aa Tu Aa
✍️Lyrics: – Subhash Gill
🎤Singer: – Subhash Gill
🎬Album: – Laut Aa

👇 See More 👇

Tu Bade Main Ghatu Lyrics

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics

Chari Chugli Jhuth Labari Lyrics

Yahowa Mere Badshah Tu Rooh Ki Barish Kar Lyrics

Yeshu Meri Aasha Hai Lyrics

Tere Bande Tujhe Chhuna Chahte Hai Lyrics

Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha Lyrics

Aaradhna Prabhu Aaradhna Lyrics

Senao Ka Yahova Hamare Sang Sang Hai Lyrics

Anadikaal Se Anantkaal Tak He Yahova Tu Dhany Hai Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

✨ Song Fact / Meaning: Yeh geet Ezikiel 36:25-27 ki yaad dilata hai, jahan Parmeshwar kehte hain ki woh shuddh jal chhidakenge aur apni Rooh denge taaki hamare man paap se dho jayein aur hum naye ho sakein.
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 30 Bible Verses about Guilt and Shame Se Mukti
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 30 Bible Verses about Dukh Mein Aasha Aur Umeed
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Par Vishwas Bible Vachan
Amazon Product
Recommended Product

Check Latest Price

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.