Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics

5/5 - (5 votes)

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics in Hindi

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics
Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics

मांझी रे ले चल हमें उस पार

(कोरस)
मांझी रे ले चल हमें उस पार,
यीशु से करे मुलाकात – 2

(1)
क्रूस पर उसने प्राण दिया,
पापी जगत से प्यार किया – 2
तेरा हैं प्रेम आपार हो – 2
ले चल हमें उस पार,
यीशु से करे मुलाकात

मांझी रे ले चल हमें उस पार,
यीशु से करे मुलाकात – 2

(2)
आया है जग में लेके ओ प्यार,
परमपिता के आशीष हज़ार – 2
जीवन का हैं पतवार हो – 2
ले चल मुझे उस पार,
यीशु से करे मुलाकात

मांझी रे ले चल हमें उस पार,
यीशु से करे मुलाकात – 2

(3)
लबों पे हमारे तेरा ही नाम,
मन में हमारे यीशु महान – 2
आया हैं स्वर्ग का राज हो – 2
ले चल मुझे उस पार,
यीशु से करे मुलाकात

मांझी रे ले चल हमें उस पार,
यीशु से करे मुलाकात – 2
वो माझी रे – 2

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics in English

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar

(Chorus)
Majhi Re Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat – 2

(1)
Krush Par Usne Pran Diya,
Papi Jagat Se Pyar Kya – 2
Tera Hai Prem Aapar Ho – 2
Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat – 2

(2)
Aaya Hai Jag Me Leke Wo Pyar,
Parampita Ke Aashish Hazar – 2
Jeevan Ka Hai Patwar Ho – 2
Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat – 2

(3)
Labo Pe Hamare Tera Hi Naam,
Man Me Hamare Yeshu Mahaan – 2
Aaya Hai Swarag Ka Raj Ho – 2
Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat – 2
Wo Majhi Re – 2

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics
The Jesus Bible, NIV Edition, Leathersoft over Board, Pink, Comfort Print: Sixty-Six Books. One Story. All About One Name.

Check Price

Buy Now on Amazon

💖 Song Credits: 💖

🎶Song: Majhi Re Le Chal Hume Us Paar

👇 See More 👇

Chari Chugli Jhuth Labari Lyrics

Yahowa Mere Badshah Tu Rooh Ki Barish Kar Lyrics

Yeshu Meri Aasha Hai Lyrics

Tere Bande Tujhe Chhuna Chahte Hai Lyrics

Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha Lyrics

Aaradhna Prabhu Aaradhna Lyrics

Senao Ka Yahova Hamare Sang Sang Hai Lyrics

Anadikaal Se Anantkaal Tak He Yahova Tu Dhany Hai Lyrics

Unchi Udaan Bharoge Lyrics

Meri Aawaz Me Tum Ho Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Hum Par Anandit Hota Hai
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Masih Mein Anant Aasha
Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics
The Jesus Bible, NIV Edition, Leathersoft over Board, Pink, Comfort Print: Sixty-Six Books. One Story. All About One Name.

Check Price

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.