He Mere Man Na Ho Udas Lyrics

4.7/5 - (11 votes)

He Mere Man Na Ho Udas Lyrics in Hindi

He Mere Man Na Ho Udas Lyrics
He Mere Man Na Ho Udas Lyrics

हे मेरे मन ना हो उदास

[कोरस]
हे मेरे मन ना हो उदास,
यीशु करेंगे तुझसे प्यार – 2
दुनिया में तेरा कोई नहीं,
यीशु से बढ़कर कोई नहीं – 2

हे मेरे मन ना हो उदास,
यीशु करेंगे तुझसे प्यार – 2

[1]
दुःख और मुसीबत आन पड़ी है,
जहां में कोई साथी नहीं है – 2
फिर भी देखो यीशु साथ है,
कितनी खुशी की बात है – 2

[कोरस]
हे मेरे मन ना हो उदास,
यीशु करेंगे तुझसे प्यार – 2

[2]
कर के वायदा यीशु गयें है,
जल्दी आने को कह गए है – 2
अब तो है एक ही आस,
यीशु के साथ होगा हमारा निवास – 2

[कोरस]
हे मेरे मन ना हो उदास,
यीशु करेंगे तुझसे प्यार – 2

[3]
मेरे भी दर्द का अंत होगा,
काँटों की सेज हमेशा नहीं – 2
उठायेंगे यीशु बाँहों में अपने,
उसकी बाहें इतनी कमजोर नहीं – 2

[कोरस]
हे मेरे मन ना हो उदास,
यीशु करेंगे तुझसे प्यार – 2
दुनिया में तेरा कोई नहीं,
यीशु से बढ़कर कोई नहीं – 2

हे मेरे मन ना हो उदास,
यीशु करेंगे तुझसे प्यार – 2

He Mere Man Na Ho Udas Lyrics in English



He Mere Man Na Ho Udas

[Chorus]
He Mere Man Na Ho Udas,
Yeshu Karenge Tujhse Pyar – 2
Duniya Mein Tera Koi Nahin,
Yeshu Se Badhkar Koi Nahin – 2

He Mere Man Na Ho Udas,
Yeshu Karenge Tujhse Pyar – 2

[1]
Dukh Aur Musibat Aan Padi Hai,
Jahan Mein Koi Saathi Nahin Hai – 2
Fir Bhi Dekho Yeshu Saath Hai,
Kitni Khushi Ki Baat Hai – 2

[Chorus]
He Mere Man Na Ho Udas,
Yeshu Karenge Tujhse Pyar – 2

[2]
Kar Ke Vayda Yeshu Gayen Hai,
Jaldi Aane Ko Kah Gayen Hai – 2
Ab To Hai Ek Hi Aas,
Yeshu Ke Saath Hoga Hamra Niwas – 2

[Chorus]
He Mere Man Na Ho Udas,
Yeshu Karenge Tujhse Pyar – 2

[3]
Mere Bhi Dard Ka Ant Hoga,
Kanto Ki Sej Hamesha Nahin – 2
Uthayenge Yeshu Banhon Mein Apne,
Uski Bahen Itni Kamjor Nahin – 2

[Chorus]
He Mere Man Na Ho Udas,
Yeshu Karenge Tujhse Pyar – 2
Duniya Mein Tera Koi Nahin,
Yeshu Se Badhkar Koi Nahin – 2

He Mere Man Na Ho Udas,
Yeshu Karenge Tujhse Pyar – 2

💖 Song Credits: 💖

💝Song: He Mere Man Na Ho Udas
✍️Lyrics: – Ps. Sunder Singh
🎤Singer: – William Massey
🧾Year: – 07/12/2015

👇 See More 👇

Dhanyawad Ke Saath Stuti Gaunga Lyrics

Jo Haq Tala Ke Parde Me Rahta Lyrics

Jhumo Nacho Khushi Se Aaj Lyrics

Mera Khuda Aag Hai Lyrics

Bharpur Jeevan Tere Liye Lyrics

Jingle Bells Lyrics

Jeena Sikha Diya Lyrics

Tera Ho Abhishek Lyrics

Abraham Ka Prabhu Lyrics

Tera Pyar Hai Mahan Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ki Divya Vyavastha Aur Dekhbhal
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Upwaas Aur Prarthna Ki Shakti
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ki Awaaz Kaise Pehchanein
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Tu Mera Sharansthan Lyrics
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Bible mein prem kya kehta hai
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 50 Bible Verses on Patience and Perseverance
Amazon Product
Recommended Product

Check Latest Price

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.