Khul Jayengi Kitabe Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (11 votes)

Khul Jayengi Kitabe Lyrics in Hindi

Khul Jayengi Kitabe Lyrics
Khul Jayengi Kitabe Lyrics

खुल जाएंगी किताबें

(कोरस)
खुल जाएंगी किताबें, जब भी हिसाब होगा,
इंसाफ का तराजू, यीशु के हाथ होगा – 2
खुल जाएंगी किताबें

(1)
जो भी तू कर रहा है, यीशु वो देखता है – 2
हर पल का तू इंसां – 2 देना हिसाब होगा

इंसाफ का तराजू, यीशु के हाथ होगा

खुल जाएंगी किताबें, जब भी हिसाब होगा,
इंसाफ का तराजू, यीशु के हाथ होगा

(2)
आजा अभी भी मुड़कर, यीशु बुला रहा है – 2
वरना ये याद कर ले – 2 तेरा ही नाश होगा

इंसाफ का तराजू, यीशु के हाथ होगा

खुल जाएंगी किताबें, जब भी हिसाब होगा,
इंसाफ का तराजू, यीशु के हाथ होगा

(3)
कदमों में उसके रो ले, तौबा गुनाह से कर ले – 2
प्यार मसीहा ने दिया – 2 माफी तू आज ले ले

इंसाफ का तराजू, यीशु के हाथ होगा

खुल जाएंगी किताबें, जब भी हिसाब होगा,
इंसाफ का तराजू, यीशु के हाथ होगा – 2
खुल जाएंगी किताबें

Khul Jayengi Kitabe Lyrics in English

Khul Jayengi Kitabe

(Chorus)
Khul Jayengi Kitabe, Jab Bhi Hisab Hoga,
Insaf Ka Taraju, Yeshu Ke Hath Hoga – 2
Khul Jayengi Kitabe

(1)
Jo Bhi Tu Kar Raha Hai, Yeshu Wo Dekhta Hai – 2
Har Pal Ka Tu Insan – 2 Dena Hisab Hoga

Insaf Ka Taraju, Yeshu Ke Hath Hoga

Khul Jayengi Kitabe, Jab Bhi Hisab Hoga,
Insaf Ka Taraju, Yeshu Ke Hath Hoga

(2)
Aaja Abhi Bhi Mudkar, Yeshu Bula Raha Hai – 2
Warna Ye Yaad Kar Le – 2 Tera Hi Nash Hoga

Insaf Ka Taraju, Yeshu Ke Hath Hoga

Khul Jayengi Kitabe, Jab Bhi Hisab Hoga,
Insaf Ka Taraju, Yeshu Ke Hath Hoga

(3)
Kadmo Mein Uske Ro Le, Tauba Gunah Se Kar Le – 2
Pyar Masiha Ne Diya – 2 Mafi tu Aaj Le Le

Insaf Ka Taraju, Yeshu Ke Hath Hoga

Khul Jayengi Kitabe, Jab Bhi Hisab Hoga,
Insaf Ka Taraju, Yeshu Ke Hath Hoga – 2
Khul Jayengi Kitabe

💖 Song Credits: 💖

Cover Song By – Parul Gill
💝Song: – Khul Jayengi Kitabe
🎤Singer: – Parul Gill

👇 See More 👇

Ashcharya Tere Jag Mein Itne Lyrics

Tere Paap Dhul Sakenge Lyrics

Hey Mere Khuda Lyrics

Mere Yeshu Mere Khuda Lyrics

Aisa Mujhko Bana Lyrics

Tujhse Mili Hai Zindagi Lyrics

Ye Zindagi Ka Safar Lyrics

Mera Yeshu Sabse Hai Mahan Lyrics

Yeshu Aa Ghar Dil Mein Tu Bana Lyrics

Pyar Karun Main Yeshu Raja Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Mukti Aur Uddhar Ka Sacha Marg
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Nayi Shuruaat Mein Parmeshwar Ki Barkat
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ke Kandhon Par Surakshit Vishram
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: i trust in god with all heart
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Yeshu Masih Ka Punarutthan Ek Sachchai 🕊️
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement