Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
4.7/5 (90 votes)

Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi Lyrics in Hindi

Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi Lyrics
Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi Lyrics

तेरे बिन मै कुछ भी नहीं

(कोरस)
तेरे बिन मै कुछ भी नहीं – 2
अए खुदावंद येशु
तेरे बिन मै कुछ भी नहीं

तेरे बिन मै कुछ भी नहीं – 2
अए खुदावंद येशु
तेरे बिन मै कुछ भी नहीं

ओ येशु आ येशु आ,
करू आराधना,
हाथों को अपने उठाकर,
तुझे दूँ महिमा – 2

(1)
खाली हूँ भर दे मुझको,
है दुआ तुझसे,
कुछ भी मै नहीं हूँ,
बिना तेरे – 2

ओ येशु आ येशु आ,
करू आराधना,
हाथों को अपने उठाकर,
तुझे दूँ महिमा – 2

(2)
सर को अपने झुकाता हूँ,
मै तेरे हुज़ूर,
बन कर कुर्बानी आता हूँ,
तेरे हुज़ूर – 2

ओ येशु आ येशु आ,
करू आराधना,
हाथों को अपने उठाकर,
तुझे दूँ महिमा – 2

तेरे बिन मै कुछ भी नहीं – 2
अए खुदावंद येशु
तेरे बिन मै कुछ भी नहीं

तेरे बिन मै कुछ भी नहीं – 2
अए खुदावंद येशु
तेरे बिन मै कुछ भी नहीं

Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi Lyrics in English

Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi

(Chorus)
Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi – 2
eye Khudawand Yeshu,
Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi

Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi – 2
Aye Khudawand Yeshu,
Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi

O Yeshu Aa Yeshu Aa,
Karun Aaradhna,
Hatho Ko Apne Uthakar,
Tujhe Dun Mahima – 2

(1)
Khali Hun Bhar De Mujhko,
Hai Dua Tujhse,
Kuchh Bhi Mai Nahi Hun,
Bina Tere – 2

O Yeshu Aa Yeshu Aa,
Karun Aaradhna,
Hatho Ko Apne Uthakar,
Tujhe Dun Mahima – 2

(2)
Sar Ko Apne Jhhukata Hun,
Mai Tere Huzur,
Ban Kar Kurbani Aata Hun,
Tere Huzur – 2

O Yeshu Aa Yeshu Aa,
Karun Aaradhna,
Hatho Ko Apne Uthakar,
Tujhe Dun Mahima – 2

Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi – 2
Aye Khudawand Yeshu,
Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi

Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi – 2
Aye Khudawand Yeshu,
Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi

👇 See More 👇

Yahowa Mujhe Teri Zaroorat Hai Lyrics

Tu Mere Jeevan Ki Roti Hai Lyrics

Mitha Naam Yahowa Da Lyrics

Meri Aawaz Me Tum Ho Lyrics

Aaja Tu Yeshu Mere Jeevan Me Lyrics

Karte Hai Teri Hum Stuti Lyrics

Mahima Mahima Ho Teri Lyrics

Aye Masih Tere Bina Zindagi Me Lyrics

Sambhal Prabhu Ji Jeevan Ke Har Pal Me Lyrics

Param Pita Ki Hum Stuti Gaye Lyrics

👇 Music Video 👇

YouTube player
This video is (Study Purpose Only)

🙌 God Bless You 🙌

✨ Song Fact / Meaning: यह गीत यूहन्ना 15:5 की याद दिलाता है, जहाँ यीशु कहते हैं, ‘मेरे बिना तुम कुछ भी नहीं कर सकते हो।’ यह दर्शाता है कि मसीह के बिना हमारा जीवन अधूरा और व्यर्थ है, और हमें पूरी तरह उस पर निर्भर रहना चाहिए।
📖 Naya Sandesh Padhein: Meri Zindagi Hai Tu Lyrics
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

1 thought on “Tere Bin Main Kuch Bhi Nahi Lyrics”

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement