He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu Lyrics

5/5 - (24 votes)

He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu Lyrics in Hindi

He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu Lyrics
He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu Lyrics

हे प्रभु दिल के मंदिर में है तू

(कोरस)
हे प्रभु दिल के मंदिर में है तू,
सागर की लहरों में कोयल की गानों में,
जहां देखू तू ही तू – 2

(1)
बागों में खिले फूल सब तुझको ही बंदे आराधे,
ऊंचे गगन के पंछी ने महिमा ये तेरी गाये – 2

हे प्रभु दिल के मंदिर में है तू,
सागर की लहरों में कोयल की गानों में,
जहां देखू तू ही तू

(2)
ये धरती ये चाँद सितारे तेरी स्तुति वंदना गाये,
नदी और सागर मिल के महिमा ये तेरी गाये – 2

हे प्रभु दिल के मंदिर में है तू,
सागर की लहरों में कोयल की गानों में,
जहां देखू तू ही तू

He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu Lyrics in English

He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu

  (Chorus)
He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu,
Sagar Ki Lahro Me Koyal Ki Gano Me,
Jaha Dekhu Tu Hi Tu – 2

(1)
Bago Me Khile Full Sab Tujhko Hi Bande Aaradhe,
Unche Gagan Ke Panchhi Ne Mahima Ye Teri Gaye – 2

He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu,
Sagar Ki Lahro Me Koyal Ki Gano Me,
Jaha Dekhu Tu Hi Tu

(2)
Ye Dharti Ye Chand Sitare Teri Stuti Vandana Gaye,
Nadi Aur Sagar Mil Ke Mahima Ye Teri Gaye – 2

He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu,
Sagar Ki Lahro Me Koyal Ki Gano Me,
Jaha Dekhu Tu Hi Tu

👇 Song Credit By 👇

Song: He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu

👇 See More 👇

Anadikaal Se Anantkaal Tak He Yahova Tu Dhany Hai Lyrics

Pavitra Ati Pavitra Sthan Me Le Chal Prabhu Lyrics

Aadi Aur Ant Tu Hi Hai Lyrics

Aawaz Uthayenge Hum Saaz Bajayenge Lyrics

Aashish Tujhse Chahte Hai Lyrics

Bolo Jai Milkar Jai Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ka Poorna Kavach Kaise Pehnein
He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu Lyrics
English (ESV) - Hindi (O.V.) Diglot Bible Royal Brown PU Yapp Containing Old and New Testament BSI

₹2,300

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

8 thoughts on “He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu Lyrics”

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.