Pavitra Aatma Aa Mere Jeevan Me Aa Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (26 votes)

Pavitra Aatma Aa Mere Jeevan Me Aa Lyrics in Hindi

Pavitra Aatma Aa Mere Jeevan Me Aa Lyrics

पवित्र आत्मा आ मेरे जीवन मे आ

(कोरस)
पवित्र आत्मा पवित्र आत्मा,
आ मेरे जीवन मे आ – 4

(1)
मुझको रिहा कर पाप क्षमा कर,
मुझको रिहा कर पाप क्षमा कर,
दे दे जीवन नया

पवित्र आत्मा पवित्र आत्मा,
आ मेरे जीवन मे आ – 2

(2)
तोड़ दे बंधनों को सभी के जीवन से,
तोड़ दे बंधनों को सभी के जीवन से,
रूह की बारिश बर्षा

पवित्र आत्मा पवित्र आत्मा,
आ मेरे जीवन मे आ – 2

(3)
लहू से धो मुझे मेरे खुदा मुझे,
लहू से धो मुझे मेरे खुदा मुझे,
जीवन को जिना सिखा

पवित्र आत्मा पवित्र आत्मा,
आ मेरे जीवन मे आ – 2

(4)
मेरे खुदा मुझे रूह से मस्सा कर,
मेरे खुदा मुझे रूह से मस्सा कर,
रूह की आग अब लगा

पवित्र आत्मा पवित्र आत्मा,
आ मेरे जीवन मे आ – 4

Pavitra Aatma Aa Mere Jeevan Me Aa Lyrics in Hindi-English

Pavitra Aatma Aa Mere Jeevan Me Aa

(Chorus)
Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Aa Mere Jeevan Me Aa – 4

(1)
Mujhko Riha Kar Paap Kshma Kar,
Mujhko Riha Kar Paap Kshma Kar,
De De Jeevan Naya

Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Aa Mere Jeevan Me Aa – 2

(2)
Tod De Bandhano Ko Sabhi Ke Jeevan Se,
Tod De Bandhano Ko Sabhi Ke Jeevan Se,
Rooh Ki Barish Barshaa

Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Aa Mere Jeevan Me Aa – 2

(3)
Lahu Se Dho Mujhe Mere Khuda Mujhe,
Lahu Se Dho Mujhe Mere Khuda Mujhe,
Jeevan Ko Jina Sikha

Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Aa Mere Jeevan Me Aa – 2

(4)
Mere Khuda Mujhe Rooh Se Massa Kar,
Mere Khuda Mujhe Rooh Se Massa Kar,
Rooh Ki Aag Ab Laga

Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Aa Mere Jeevan Me Aa – 4

👇 Song Credit By 👇

Lyrics: Aalok Tandan

👇 See More 👇

Yeshu Meri Jindagi O Hi Saccha Pyar Hai Lyrics

Tai Ha Aasha Jhan Chhod Lyrics

Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji Lyrics

Wo Sath Hai Wo Sath Hai Sath Hai Mera Khuda Lyrics

Sab Namo Me Uncha Hai Yeshu Naam Lyrics

Aasman Har Pal Karta Tarif Teri Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Girte Hue Vishwas Ko Kaise Sambhalein
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Andheri Raaton Mein Parmeshwar Ki Roshni
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 20 Bible Verses about Shama aur Maafi
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Jesus Resurrection Bible Verses
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Parmeshwar Ke Gehre Prem Ki Khoj
📖 Naya Sandesh Padhein: i will never leave you nor forsake you
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement