Aao Jag Ke Log Sab Hi Lyrics in Hindi

आओ जग के लोग सब ही
[कोरस]
आओ जग के लोग सब ही,
यीशु राजा बुलाता है – 3
आओ जग के लोग सब ही
[Verse 1]
जग में जिसका स्थान नहीं है,
जग में जिसका मान नहीं है – 2
राज्य तुम्हें देने के लिए – 2,
यीशु राजा बुलाता है
राज्य तुम्हें देने के लिए,
यीशु राजा बुलाता है
[कोरस]
आओ जग के लोग सब ही,
यीशु राजा बुलाता है,
आओ जग के लोग सब ही
[Verse 2]
जग में तुम हो भूखे मरते,
जग में तुम हो प्यासे मरते – 2
भोजन जल अब मुफ़्त में देने – 2,
यीशु राजा बुलाता है
भोजन जल अब मुफ़्त में देने,
यीशु राजा बुलाता है
[कोरस]
आओ जग के लोग सब ही,
यीशु राजा बुलाता है,
आओ जग के लोग सब ही
[Verse 3]
सिर पर काँटों का ताज निशानी,
छाप है उसकी बहती पसली – 2
छिदे हाथ पसारे हुए – 2,
यीशु राजा बुलाता है
छिदे हाथ पसारे हुए,
यीशु राजा बुलाता है
[कोरस]
आओ जग के लोग सब ही,
यीशु राजा बुलाता है,
आओ जग के लोग सब ही
[Verse 4]
आओ भाइयों आओ बहनों,
आओ उसको परखो देखो – 2
सारा भार उठाने के लिए – 2,
यीशु राजा बुलाता है
सारा भार उठाने के लिए,
यीशु राजा बुलाता है
[कोरस]
आओ जग के लोग सब ही,
यीशु राजा बुलाता है,
आओ जग के लोग सब ही
Aao Jag Ke Log Sab Hi Lyrics in English
Aao Jag Ke Log Sab Hi
[Chorus]
Aao Jag Ke Log Sab Hi,
Yeshu Raja Bulata Hai – 3
Aao Jag Ke Log Sab Hi
[Verse 1]
Jag Mein Jiska Sthan Nahin Hai,
Jag Mein Jiska Maan Nahin Hai – 2
Rajy Tumhe Dene Ke Liye -2,
Yeshu Raja Bulata Hai
Rajy Tumhe Dene Ke Liye,
Yeshu Raja Bulata Hai
[Chorus]
Aao Jag Ke Log Sab Hi,
Yeshu Raja Bulata Hai,
Aao Jag Ke Log Sab Hi
[Verse 2]
Jag Mein Tum Ho Bhukhe Marte,
Jag Mein Tum Ho Pyase Marte – 2
Bhojan Jal Ab Muft Mein Dene – 2,
Yeshu Raja Bulata Hai
Bhojan Jal Ab Muft Mein Dene,
Yeshu Raja Bulata Hai
[Chorus]
Aao Jag Ke Log Sab Hi,
Yeshu Raja Bulata Hai,
Aao Jag Ke Log Sab Hi
[Verse 3]
Sir Par Kanton Ka Taaj Nishani,
Chhap Hai Uski Bahti Pasli – 2
Chhede Hath Pasare Huye – 2,
Yeshu Raja Bulata Hai
Chhede Hath Pasare Huye,
Yeshu Raja Bulata Hai
[Chorus]
Aao Jag Ke Log Sab Hi,
Yeshu Raja Bulata Hai,
Aao Jag Ke Log Sab Hi
[Verse 4]
Aao Bhaiyon Aao Bahno,
Aao Usko Parkho Dekho – 2
Saara Bhaar Uthane Ke Liye – 2,
Yeshu Raja Bulata Hai
Saara Bhaar Uthane Ke Liye,
Yeshu Raja Bulata Hai
[Chorus]
Aao Jag Ke Log Sab Hi,
Yeshu Raja Bulata Hai,
Aao Jag Ke Log Sab Hi
💖 Song Credits: 💖
💝Song: – Aao Jag Log Sab Hi
✍️Lyrics: – Aatmik Geetmala Song book
🎤Singer: – Rajbahadur Nishad
🧾Year: –
👇 See More 👇
Dhanyawad Ke Saath Stuti Gaunga Lyrics
Jo Haq Tala Ke Parde Me Rahta Lyrics
Jhumo Nacho Khushi Se Aaj Lyrics
Bharpur Jeevan Tere Liye Lyrics
👇 Video Song 👇
🙌 God Bless You 🙌
Founder & Editor
Jai Masih Ki ✝ Mera Naam Aalok Tandan Hai. Es Blog Me Mai Aapko Bible Se Related Content Dunga Aur Masih Song Ka Lyrics Bhi Provide Karunga. Thanks For Visiting
