Jo Stuti Ke Yogy Hai Lyrics in Hindi

जो स्तुति के योग्य है
[Chorus]
जो स्तुति के योग्य है,
जो महिमा के योग्य है,
सारे आदर के योग्य है,
वो मेरा यीशु है – 2
[Verse 1]
जीवित पवित्र सामर्थी है वो,
राजाओ का राजा है वो,
स्वर्ग की रोटी जीवन की ज्योति,
सारे गुनाहों की माफ़ी है वो – 2
[Chorus]
जो स्तुति के योग्य है,
जो महिमा के योग्य है,
सारे आदर के योग्य है,
वो मेरा यीशु है |
[Verse 2]
लाजर को जिस ने जिन्दा किया,
आंधी तूफान को शांत किया,
रोग बीमारी जिस से डरे,
मेरा साफी है वो – 2
[Chorus]
जो स्तुति के योग्य है,
जो महिमा के योग्य है,
सारे आदर के योग्य है,
वो मेरा यीशु है |
[Verse 3]
फिर से आने वाला है जो,
हमें ले जाने वाला है वो,
मौत का जिस ने कुचला है सर,
जीवन देने वाला है वो – 2
[Chorus]
जो स्तुति के योग्य है,
जो महिमा के योग्य है,
सारे आदर के योग्य है,
वो मेरा यीशु है – 2
Jo Stuti Ke Yogy Hai Lyrics in English
Jo Stuti Ke Yogy Hai
[Chorus]
Jo Stuti Ke Yogy Hai,
Jo Mahima Ke Yogy Hai,
Sare Aadar Ke Yogy Hai,
Wo Mera Yeshu Hai – 2
[Verse 1]
Jeevit Pavitra Samarthi Hai Wo,
Rajao Ka Raja Hai Wo,
Swarg Ki Roti Jeevan Ki Jyoti,
Sare Gunaho Ki Mafi Hai Wo – 2
[Chorus]
Jo Stuti Ke Yogy Hai,
Jo Mahima Ke Yogy Hai,
Sare Aadar Ke Yogy Hai,
Wo Mera Yeshu Hai
[Verse 2]
Lajar Ko Jisne Zinda Kiya,
Aandhi Tufan Ko Shant Kiya,
Rog Bimari Jis Se Dare,
Mera Safi Hai Wo – 2
[Chorus]
Jo Stuti Ke Yogy Hai,
Jo Mahima Ke Yogy Hai,
Sare Aadar Ke Yogy Hai,
Wo Mera Yeshu Hai
[Verse 3]
Fir Se Aane Wala Hai Jo,
Hame Le Jane Wala Hai Wo,
Maut Ka Jis Ne Kuchla Hai Sar,
Jeevan Dene Wala Hai Wo – 2
[Chorus]
Jo Stuti Ke Yogy Hai,
Jo Mahima Ke Yogy Hai,
Sare Aadar Ke Yogy Hai,
Wo Mera Yeshu Hai – 2
💖 Song Credits: 💖
💝Song: – Jo Stuti Ke Yogy Hai
✍️Lyrics: – Pastor Atul Massey
🎤Singer: – Pastor Atul Massey
🧾Year: – 06-02-2026
👇 See More 👇
Dhanyawad Ke Saath Stuti Gaunga Lyrics
Jo Haq Tala Ke Parde Me Rahta Lyrics
Jhumo Nacho Khushi Se Aaj Lyrics
Bharpur Jeevan Tere Liye Lyrics
👇 Video Song 👇
🙌 God Bless You 🙌
Founder & Editor
Jai Masih Ki ✝ Mera Naam Aalok Tandan Hai. Es Blog Me Mai Aapko Bible Se Related Content Dunga Aur Masih Song Ka Lyrics Bhi Provide Karunga. Thanks For Visiting
