Tera Ho Abhishek Lyrics

TOTAL VIEWS ...
ACTIVE NOW ...
★ ★ ★ ★ ★
5.0/5 (5 votes)

Tera Ho Abhishek Lyrics in Hindi

Tera Ho Abhishek Lyrics
Tera Ho Abhishek Lyrics

तेरा हो अभिषेक

(कोरस)
तेरा हो अभिषेक,
अमन के राजकुमार,
आज हमारे दिल में जनम ले
हे प्रभु यीशु महान – 2

तेरा हो अभिषेक,
अमन के राजकुमार,
आज हमारे दिल में जन्म ले
हे प्रभु यीशु महान – 2

(1)
घोर अंधेरा था,
राह उलझी थी,
आसमान कुछ था,
यह जमीन कुछ थी,
तूने आकार फिर संभाला
तेरा प्रेम अपार – 2

(कोरस)
तेरा हो अभिषेक,
अमन के राजकुमार,
आज हमारे दिल में जनम ले
हे प्रभु यीशु महान – 2

(2)
क्या चढ़ाए हम,
भेंट में तुझको,
सोना मुर्र लोबान,
नहीं कुबूल तुझको,
वर दे ऐसा तुझ पे कर दे
जीवन अपना निसार – 2

(कोरस)
तेरा हो अभिषेक,
अमन के राजकुमार,
आज हमारे दिल में जनम ले
हे प्रभु यीशु महान – 2

(3)
लहर इस दिन का,
सदा जहां में रहे,
दुआ करो मिलकर,
अमन जहां में रहे,
हम जहां जिस हाल में हो
करें तेरा प्रचार – 2

(कोरस)
तेरा हो अभिषेक,
अमन के राजकुमार,
आज हमारे दिल में जनम ले
हे प्रभु यीशु महान – 2

तेरा हो अभिषेक,
अमन के राजकुमार,
आज हमारे दिल में जनम ले
हे प्रभु यीशु महान – 2

Tera Ho Abhishek Lyrics in English



Tera Ho Abhishek

(Chorus)
Tera Ho Abhishek,
Aman Ke Rajkumar,
Aaj Hamare Dil Mein Janam Le
Hey Prabhu Yeshu Mahan – 2

Tera Ho Abhishek,
Aman Ke Rajkumar,
Aaj Hamare Dil Mein Janam Le
Hey Prabhu Yeshu Mahan – 2

(1)
Ghor Andhera Tha,
Raah Uljhi Thi,
Aasman Kuchh Tha,
Yeh Jameen Kuchh Thi,
Tune Aakar Fir Sambhala
Tera Prem Apaar – 2

(Chorus)
Tera Ho Abhishek,
Aman Ke Rajkumar,
Aaj Hamare Dil Mein Janam Le
Hey Prabhu Yeshu Mahan – 2

(2)
Kya Chadhaye Hum,
Bhent Mein Tujhko,
Sona Murr Lobaan,
Nahi Kubool Tujhko,
Var De Aisa Tujh Pe Kar De
Jeevan Apna Nisaar – 2

(Chorus)
Tera Ho Abhishek,
Aman Ke Rajkumar,
Aaj Hamare Dil Mein Janam Le
Hey Prabhu Yeshu Mahan – 2

(3)
Lahar Is Din Ki,
Sada Jahan Mein Rahe,
Dua Karo Milkar,
Aman Jahan Mein Rahe,
Hum Jahan Jis Haal Mein Ho
Karein Tera Prachar – 2

(Chorus)
Tera Ho Abhishek,
Aman Ke Rajkumar,
Aaj Hamare Dil Mein Janam Le
Hey Prabhu Yeshu Mahan – 2

Tera Ho Abhishek,
Aman Ke Rajkumar,
Aaj Hamare Dil Mein Janam Le
Hey Prabhu Yeshu Mahan – 2

💖 Song Credits: 💖

💝Song: – Tera Ho Abhishek

👇 See More 👇

Abraham Ka Prabhu Lyrics

Tera Pyar Hai Mahan Lyrics

Mukti Dilaye Yeshu Naam Lyrics

Param Pita Ki Hum Stuti Gaye Lyrics

Jhumo Nacho Khushi Se Aaj Lyrics

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics

Kya Din Khushi Ka Aaya Lyrics

Yeshu Masih Ki Jai Lyrics

Mujhe Sambhalne Wala Lyrics

Antim Dino Ke Abhishek Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Aatma Ka Phal Kaise Payein
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Unveiling The Father’s Unconditional Love
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Inspirational Bible Verses Aatmik Shakti
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: 20 Bible Verses regarding Cultivating Discipline
Liked (0)

💖 Aapke Liked Articles

  • Aapne abhi tak koi article like nahi kiya hai.
✉️

Naye geet aur vachan update ka notification seedhe email par paayein.

🔒 No Spam. Aap kabhi bhi unfollow kar sakte hain.
Bro. Aalok Tandan
FOUNDER & LEAD EDITOR
Jai Masih Ki! 🙏 Mera uddeshya Parmeshwar ke vachan aur shuddh Masih geeton ke bol (lyrics) ko saral shabdon mein har vishwaasi tak pahunchana hai, taaki aapki aaraadhna bina kisi rukawat ke nirantar bani rahe. God Bless You!

Leave a Comment

Masih Life App
Bina internet ke padhein
Masih Life
Daily vachan prapt karein?
Advertisement