Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics

4.9/5 - (34 votes)

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics in Hindi

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics

प्रभु का धन्यवाद करूंगा

(कोरस)
(प्रभु का धन्यवाद करूंगा,
उसकी संगति में सदा रहूंगा।
साथ चलूंगा मैं जय जरूर पाऊंगा – 2
प्रभु का धन्यवाद करूंगा – 2)

(1)
ना देगी मुझे दुनिया कभी भी,
कोई सुख और शांति आराम – 2
मेरे यीशु के साथ धन्य संगति में,
सदा मिलती खुशी मुझको – 2

प्रभु का धन्यवाद करूंगा,
उसकी संगति में सदा रहूंगा।
साथ चलूंगा मैं जय जरूर पाऊंगा – 2
प्रभु का धन्यवाद करूंगा।

(2)
मेरे जिंदगी के हर परेशानी में,
खुल जाता है आशा का द्वार – 2
कभी ना डरूंगा कभी ना हटूंगा,
चाहे जान भी देना पड़े – 2

प्रभु का धन्यवाद करूंगा,
उसकी संगति में सदा रहूंगा।
साथ चलूंगा मैं जय जरूर पाऊंगा – 2
प्रभु का धन्यवाद करूंगा।

(3)
कितना अच्छा है वो कितना धन्य है वो,
यीशु ही मेरे जीवन का साथी – 2
मेरी जरूरतों को पूरा करता है वो,
कोई घटी नही मुझको – 2

प्रभु का धन्यवाद करूंगा,
उसकी संगति में सदा रहूंगा।
साथ चलूंगा मैं जय जरूर पाऊंगा – 2
प्रभु का धन्यवाद करूंगा।

(4)
प्रभु का धन्यवाद करूंगा
मेरी आयु के दिन पग पग में सदा,
तेरी सेवा को पूरी करूंगा – 2
एक बत्ती समान जलता रहूंगा,
तेरी महिमा मेरी कामना – 2

(प्रभु का धन्यवाद करूंगा,
उसकी संगति में सदा रहूंगा
साथ चलूंगा मैं जय जरूर पाऊंगा – 2
प्रभु का धन्यवाद करूंगा – 3)

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics in English

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga

(Chorus)
(Prabhu Ka Dhanyavad Karunga,
Uski Sangati Me Sada Rahunga.
Sath Chalunga Mai Jai Zaroor Paunga – 2,
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga – 2)

(1)
Na Degi Mujhe Duniya Kabhi Bhi,
Koi Sukh Aur Shanti Aaram – 2
Mere Yeshu Ke Sath Dhany Sangati Me,
Sada Milti Khushi Mujhko – 2

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga,
Uski Sangati Me Sada Rahunga.
Sath Chalunga Mai Jai Zaroor Paunga – 2
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga.

(2)
Mere Zindagi Ke Har Pareshani Me,
Khul Jata Hai Aasha Ka Dwar – 2
Kabhi Na Darunga Kabhi Na Hatunga,
Chahe Jaan Bhi Dena Pade – 2

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga,
Uski Sangati Me Sada Rahunga.
Sath Chalunga Mai Jai Zaroor Paunga – 2
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga.

(3)
Kitna Accha Hai Vo Kitna Dhany hai Vo,
Yeshu Hi Mere Jeevan Ka Sathi – 2
Meri Zarurato Ko Pura Karta Hai Vo,
Koi Ghati Nahi Mujhko – 2

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics
Amazon Product

Check Price

Buy Now on Amazon

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga,
Uski Sangati Me Sada Rahunga.
Sath Chalunga Mai Jai Zaroor Paunga – 2
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga.

(4)
Meri Aayu Ke Din Pag Pag Me Sada,
Teri Seva Ko Puri Karunga – 2
Ek Batti Saman Jalta Rahunga,
Teri Mahima Meri Kamna – 2

(Prabhu Ka Dhanyavad Karunga,
Uski Sangati Me Sada Rahunga.
Sath Chalunga Mai Jai Zaroor Paunga – 2,
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga – 3)

💖 Song Credits: 💖

💝Song Prabhu Ka Dhanyavad Karunga
🎤Singer – ft. Shawn Milton & Shanon Milton

👇 See More 👇

Neele Aasman Ke Paar Jayenge Lyrics

Mangoge Diya Jayega Dhondhoge Tum Paoge Lyrics

Dhanyawad Ke Saath Stuti Gaunga Lyrics

He Prabhu Dil Ke Mandir Me Hai Tu Lyrics

Anadikaal Se Anantkaal Tak He Yahova Tu Dhany Hai Lyrics

Pavitra Ati Pavitra Sthan Me Le Chal Prabhu Lyrics

👇 Video Song 👇

YouTube player

🙌 God Bless You 🙌

📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Maanav Aatma Ke Liye Psalms For Comfort
📖 Naya Aatmik Sandesh Padein: Yeshu Masih Ka Balidan Prem Ki Parakastha
Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics
Amazon Product

Check Price

Buy Now on Amazon
✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

4 thoughts on “Prabhu Ka Dhanyavad Karunga Lyrics”

Leave a Comment

Masih Life
Daily Verses & Fast Access
Masih Life
Allow Daily Notifications
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.